Jaipur

123 7 3
                                    

In a hotel room of Mumbai.
"..toh banda program karega! Mantri ko bula! Saale ka taange katwa nahi diye toh!!!"

"Arrrgh!! Tamaatar! Mere baat maan! Abhi kaam se kaam lene ka waqat hein! CM ko nahi wahi dono ko kaise khatam karna hein!"

"Mujhe woh ladki chaahiye! Aur uske saamne maarna hein!" The other guy in black dress said.

"Baat sunn Shekhar! Tere bhaisaab ko pata nahi chalni chaahiye!.." the former said and left the room.

"Woh ladki meri hein! Mujhe pata hein aage kya karna hein!" he said to himself.

Meanwhile..
Jaipur, Rajasthan.
Rishi Shekhawat was getting candid discussing about all the traditionality as outsiders missed from their land and getting excited about building up the broken relation of 2 generations with Sanam Singh. The latter then thought to bring up the best way to tie up the broken knot by connecting two young members of their families to unite as one single family.

"Rishi Ji! Hum bahut der se yeh soch rahe hein ki kyun na yeh doori ko nasht kar diya jaaye?!"

"Hum toh yahaan aa hi gaye hein! Aur agar humse pooche toh humein nahi lagtha ki koi doori tha bhi! Khair, yeh bhi jaanna chahunga aapke mann mein kya hein..."

"Aap aa gaye Mahadev ki kripa se! Aur swayam Bholenaath bhi yahin chaahenge ki chachere bhai se hum bane kareeb ki sambandhi! Aur humaare Swayam se behtar kaun hoga jo yeh bhi mumkin kara de saktha hein! Kyunki ek wahin tha jo humein ek saath laaya!"

"Kahin aap Swayam ki byaah ke baare mein toh nahi keh rahe?"

"Jee haan! Humaari beti Urmila ke liye isse achcha rishta nahi aa sakta! Kya kehte ho Rishi Ji?"

"...Isse achchi khabar kya ho saktha hein Sanam Ji?! Hum bahut khush hein ki aap aapne yeh baath ki... Urmila beta bahut hi pyaari bachchi hein!" He smiled. Sanam Ji chortled in happiness while caressing his moustache.

"Toh Bhaisaab! Aapno bas laana hein humaare daamaad saaheb ko yahaan!" Sanam Singh said excitedly.

"Haan Ji! Ab hum bhi zyaada waqt lagana nahi chaahte! Woh aayega jald hi!" Rishi Shekhawat promised with a broad smile on his face.

"Chacha Ji!" A girl wearing traditional salwar kameez of about the age of twenties suddenly entered the hall. Her eyes met with those of Rishi and she moved quickly towards Mr. Shekhawat, her face showing curiosity.

"Kya baat hein Urmi? Dekho waqt bhi kitna anukool hein iss samay!"

"Ji meine abhi abhi unhein TV mein dekha! Kuch IDL ke baare mein keh rahe the!"

"Haan beta yahaan dance ke kuch program karne ka plan hein mere bete ka! Ek-doh mahine mein khatam ho jayega yeh aur phir tum dono ki shaadi dhoom dhaam se karenge hum!" Rishi explained all the while smiling.

"Rishi Ji! Beti toh humaare se hi shaadi karwaayenge aapke bete koh! Par yeh program aur yeh sab...??" Sanam Ji frowned.

"Uncle woh ladki kaun thi jo unke paas hi khadi thi!" She interrupted not able to contain her doubt.

"Ugh.. kaunsi ladki beta?" Rishi asked.

"Tum abhi andar jaao Urmi.." Sanam Ji asked his daughter to go inside the house and soon she went inside obediently, nodding her head.

"Rishi Ji! Meri ek baat suniyega!" Sanam Singh said in serious tone.

"Ji! Kahiye!" Rishi nodded his head slowly and spoke politely.

"Woh kya hein ki humaari beti pali badi toh Rajasthan mein hi hein! Par paaribhashik pragathi ke iss samay mein har woh paramparagath logon ki tarah humne usse chaar diwaari mein baandhke nahi rakhe!! Haan yeh pehle hotha tha par Sanam Singh ke baad aisa nahi chalne diya! Urmila ko humne uske khud ki vichaar par jaane diya hein! Uske bhai Rudra ke saath woh London mein apni mann ki vidhaant sociology seekhi!" He rubbed his chin.

"Aapki taareef hein Sanam Ji!"

"Rishi Ji.. Hum yahaan har mangal karam karne se pehle humare apoorna zimmedaari pehle khatam karte hein.. Aur humaare milan bhi adhoora rahega jab tak aapki bhaari jhola halka na bane.. Aur Urmi bhi apni padhai poora kar sakegi!"

"Toh Sanam ji aap kehna kya chaahte hein?"

Rishi looked at him not knowing where his relative was taking the topic to.

"Dushmann ikaththe ho rahe hein Rishi Ji. Kaliyug ki gathividhiyan sar pe mandra rahe hein. Vinaash nishchith hein."

"Ji hum kuch samjhe nahi.. dushmann?"

"Jise aapne khud iss shatranj mein leke aaye. Agnihotri."

"Par woh toh.."

"Khaayal hein!... naash kiye?! Nasht huye?? Nahi... hoshiyaari yahi hein ki sacheth rahiye. Kyunki iss samasya ka samaadhaan hein... shaayad aapko yeh pata bhi hoga... Rai Prakash."

"Rai prakash?"

"Aur aapko toh pata hein na ki apne hathiyar ke saath mazaak nahi karthe... Rishi Ji!"

"Agar aap wahi keh rahe hein jo mein soch raha hun toh yeh jaaniye ki humne usse aise kaha kyunki wahi uski pita chaahta tha! Par meine..."

"Shekhawat ke zabaan hamesha lohon se mazboot rehna chaahiye Rishi Ji! Rehne deejiye! Ek zabaan aapne humein di hein.. aur doosra Rai Prakash ko! Hum yeh zabaan tootne nahi denge!"

"Yaani ki..."

"Aap samajhdaar hein Shekhawat Ji! Par humaare naam bhi Sanam Singh Shekhawat hein!" He coughed up a laugh and directed his cousin towards the large dining area.

Presently Swayam and Sharon got out after finishing a long chat with the CM of the State and he gladly promised to support the national venture of Indian culture by them. Sharon helped Swayam althrough to convince the minister of the future venture while he showed the files his team prepared regarding the show format.

As they walked towards car, all she could think about was of spending more time with Swayam. Sharon stopped near the car and turned to Swayam. "That went great!"

"Haan! ..I should thank you Sharon!" He smiled in gratitude.

"You're welcome!" She said chirpingly taking in his gratification. He chuckled seeing how she made a funny face. "Come now, I'll take you home..." he said and opened the front door for her.

She got in and he got round the car and got in the driver seat. They kept discussing the show while occasionally flirting with each other. Sharon kept her hand on his lap surprising him to cause a sudden acceleration of the vehicle. And whenever he glanced at her she would flash an innocent smile as if she knew nothing but which would further simply accelerate his heavy beating inside.

As soon as they reached her house, Swayam pulled out a gift wrapped 15 inch wide box in reddish purple from behind his seat and kept it over Sharon's lap while she was unbuckling her seat belt.

"What's this?" She asked.

"It's for tonight. Open it once you are inside. I'll pick you up here at eight." He said and she agreeingly walked away with the box with a lot curious about it.

Dance Se DostiWhere stories live. Discover now