chapter-12.

0 1 0
                                    

Raiqa:- kya baat hai!!! Dekhte hain aage kya hota hai!!!

Shajiya:- kya matlab ki aage kya hoga!!!!

Raiqa:- by chance yahi pasand mohabbat mein badal gayi toh tu kya karegi!!!

Shajiya:- toh jaake bol dungi!!!

Raiqa:- by chance teri Shaadi kisi aur ke Saath ho rahi hai aur tab tak tujhe pata nahi hai ki sir ke dil mein tere liye kya hain aur tere Nikah wale din tujhe sachh ka pata chala ki sir tujhse mohabbat karte hain toh tu kya karegi!!!

Shajiya:- toh mai sab chodh kar unke paas chali jaungi!!!!

Raiqa:- kya baat hai!!! So romantic haan!!!!

Shajiya:- ab ja jaake soja aur haan hostel mein sab time to time hota hai so jaldi sona jaldi uthna sab hamari khud ki zimmedari hai mai tujhe nahi uthaungi samjhi!!!!

Raiqa:- ok fyn!!! Good night sweet dreams!!!!

Shajiya:- yeah good night!!!!

Rufaida:- hey bro what's up!!!

Zahan:- tu Iss waqt mere room mein kya kar rahi hai soyi nahi abhi tak!!!!

Rufaida:- aadhi raat ko ek ladki ka call aana aur usne jo maanga aap ne usko fauran se djya hmmmm kya chal raha hai!!!

Zahan:- aisa kuchh nahi hai woh bas meri student hai aur kuchh nahi hai hamare beech tu ja jaake soja good night!!!!

Rufaida:- haan haan ja rahi hoon aur jo sachh hai usko aap jhuthla nahi sakte okay!!!! Good night!!!!

Zahan:- kuchh bhi bakwas kiye ja rahi hai meri humsafar ke Baare mein maine kabhi khul ke socha nahi hai Kyunki sab maine Allah talah pe chodh diya hai!!!! Khair so jaata hoon!!!!

Raiqa:- sab theek toh hai na tu itna muskura kyun rahi hai!!!

Shajiya:- sir ki baaton ko yaad karke hans rahi hoon tu Jaanti hai na ki aaj class mein ek ladka tujhe dekhta hi ja raha tha aur sir ne usko liberary clean karne ki punishment di thi!!!!

Raiqa:- haan yaad hai mujhe uski shakal dekhne layak thi!!! Aur bahut hansi bhi aa rahi thi uski halat pe!!!

Shajiya:- socha tha ki baaqi sir ki tarah woh khadoos honge but he is nice person I think I like him!!!!

Raiqa:- no it's wrong!!! Ye galat hai!!!!

Shajiya:- kya galat hai!!!

Raiqa:- arey pagli tujhe unn se mohabbat ho gayi hai!!!!

Shajiya:- kya yahi mohabbat hai!!!

Raiqa:- haan yahi mohabbat hai!!! Waise maan na padega ek hi jhatke mein tune sir ko apne jaal mein phansa liya!!!

Shajiya:- phansaya nahi hai yaar bas mohabbat ki hai!!!!

Raiqa:- aur haan kal subah hote hi jaise hi hum unse milenge tu unse apni dil ki baat kahegi samjhi!!!!

Shajiya:- lekin itni jaldi kuchh zyada nahi hoga na i mean Mujhse koi galti ho gayi aur meri kisi Baat unhein pasand nahi aayi toh kya hoga!!!!

Raiqa:- kuchh nahi hoga ne positive sab accha hi hoga chal soja!!! Good night!!!!

Shajiya:- good night!!!!

AASMANO PE LIKHAA....Where stories live. Discover now