chapter-123.

4 1 0
                                    

Shajiya:- waise tumhe kuchh chahiye....

Raiqa:- nahi yaar bas mera kisi mein bhi mann nahi lag raha hai....

Shajiya:- kya hua sab khairiyat toh hai na....

Raiqa:- haan but pata nahi Kyun subah se ajeeb lag raha hai....

Shajiya:- kahin tu Phir se pregnant toh nahi....

Raiqa:- chup kar yaar kaisi Baatein kar rahi hai ek hi kaafi hai aur nahi chahiye.....

Shajiya:- dekhte hain....

Raiqa:- waise tujhe bhi toh ek hi beta hai ab beti paida kar le....

Shajiya:- filhal toh iss Baare mein socha nahi hai baad mein agar chahiye toh hum plan kar lenge....

Raiqa:- Ohh ho kya baat hai.....

( She blushed)!!!!

Shajiya:- accha tu kuchh legi kya....

Raiqa:- haan chocolate milkshake.....

Shajiya:- okay mai leke aayi....

Raiqa:- yeah chal mai bhi aati hoon....

Shajiya:- Arey tu aaram kar mai hoon na sab sambhalne ke liye.....

Raiqa:- haan Jaanti hoon but Phir bhi.....

Zaroon:- Hey guys kya haal hai....

Shajiya:- mai chalti hoon waise bhi mujhe kabab mein haddi nahi bann na hai.....

Zaroon:- Arey nahi bhabhi aap baitho na please.....

Shajiya:- nahi tum apni biwi ka khayal rakho mai Iske liye milkshake bana ke le aati hoon.....

Zaroon:- theek hai jaisa aap theek samjho.....

Raiqa:- tum itni jaldi aagaye....

Zaroon:- kyun nahi aana chahiye tha....

Raiqa:- nahi mere kehne ka woh matlab nahi tha....

Zaroon:- mai ja raha hoon....

Raiqa:- lekin kahan....

Zaroon:- Arey tum hi toh keh rahi thi ki jaldi aagaya wagaira.....

Raiqa:- sorry yaar mai mazaak kar rahi thi....

Zaroon:- mai bhi mazaak kar raha tha.....

Riza:- hi bro kaise ho aap.....

Zahan:- mai bilkul theek hoon tu kaisi hai!!!!

Riza:- alhamdulillah mai theek hoon....

Zahan:- waise uncle kaise hain aur woh Kyun nahi aaye!!!!

Riza:- actually unko kaam tha isliye woh nahi aapayenge but unhone ne blessings bheja hai.....

Zahan:- ohh that's so sweet!!!! Chal chalte hain!!!!

Riza:- haan waise bhi mai bhabhi se milne ke liye bahut exited hoon.....

Zahan:- seriously, bhai se milke exited nahi hai but bhabhi se milne ke liye tu exited hai!!!!

Riza:- haan mai aap ki shaadi mein nahi thi na Isliye ab aa rahi hoon.....

Zahan:- tujhe sab pata hai!!!!

Riza:- haan dad ne sab bataya ki kaise uss Misbah ne aap dono ke saath, just forget everything Aaj se aap ek nayi shuruaat karo aur past ko past hi rehne do isko baar baar yaad karke apna present aur future kharab mat karna.....

Zahan:- tu sahi keh rahi hai mujhe sab bhul na hoga mai Koshish kar raha hoon but mai kuchh bhi bhula nahi pa raha hoon mujhe toh sochke bhi gussa aa raha hai ki meri apni dost ne mere saath aisa kiya!!!!

Riza:- ab sab theek hai na aap fikar na karen bhabhi ke saath ek nayi shuruaat karen and by the way car thoda teez chaliye.....

Zahan:- lekin Kyun!!!!

Riza:- mujhe bhabhi se milna hai yaar bahut saari baatein karni hai.....

Zahan:- hmmm, waise kitne dino ek liye aayi hai!!!!

Riza:- 1 saal ke liye.....

Zahan:- kya baat kar rahi hai 1 saal ke liye!!!!

AASMANO PE LIKHAA....Where stories live. Discover now