chapter-45.

0 1 0
                                    

Misbah:- tum mere Saath aisa nahi kar sakte!!!

Zahan:- bahut hua tumhara apna saman pack karo aur niklo mere ghar se!!! Aur haan meri koi yaad dasht nahi gayi hai woh sab maine doctor se kehne ko kaha tha taaki tumhara sachh mai sab ke saamne la sakun tum sirf khud ke liye jeeti ho aur aise insan ko pata hai kya kehte hain matlabi!!!!

Misbah:- tum aisa nahi keh sakte aur ye tumhare words nahi hai tumhe kehne ke liye kaha gaya hai batao tum ne kya jadu kiya hai aisa kya hai tum mein jo mujhme nahi hai kaho!!!!

Zahan:- dur raho uss se uske paas bhi mat aana samjhi ek baat aur shajiya tak pahunchne ke liye tumhe pehle mera saamna karna hoga mai sirf Shajiya se mohabbat karta hoon!!!

Zaroon:- i hope tumhe tumhara jawab mil gaya hoga so just leave our house!!!!

Shajiya:- suna nahi tumhe sir ne kya kaha jao yahan se aur Hamein hamari life khud se jeene do....

Misbah:- ja rahi hoon lekin yaad rakhna tum dono ki mohabbat kabhi mukammal nahi hogi kyunki mai Phir se Wapas aaungi aur tum dono ko aisa todungi ki kabhi judh na pao!!!

Zaroon:- just get lost aur tum kya koi aur bhi aajaye tab bhi ye dono kabhi judaa nahi honge Kyunki sachhe dil se ki gayi mohabbat kabhi adhuri nahi hoti.....

Rufaida:- mujhe maaf kardo beta maine tumhare saath bahut galat kiya hai I'm Sorry!!!!

Shajiya:- nahi aap maafi Kyun maang rahi hain maa ka haath dua ke liye uthna chahiye maafi maange ke liye nahi!!!!

Rufaida:- mujhe maaf kardo beta please mai tum dono ki gunah gaar hoon.....

Zahan:- mom please aap maafi mat mangiye kasoor na aap ka hai aur na Hamara kasoor halat ka hai.... Halat hi kuchh aise paida ho gaye ki hum sab ko ye din dekhna padh raha hai aur accha hi hai na ki Uska sachh jald saamne aagaya agar meri shaadi bychance uss se ho jaati toh life time mai khud ko kabhi maaf nahi kar paata!!!

Raiqa:- chalo ab aap dono ki shaadi karte hain let's do this!!!

Shajiya:- lekin padhai puri nahi hui Iss se pehle!!!

Zahan:- mai ab aur wait nahi kar sakta Iss se pehle koi aur aajaye humein aaj ke aaj hi Nikah karna hoga so, will you be mine forever!!!

Shajiya:- yeah!!! Sure.....

AASMANO PE LIKHAA....Where stories live. Discover now