chapter-25.

1 1 0
                                    

Zahan:- hey Mumma aap kya kar rahe ho!!!

Shajiya:- hello auntie!! Mai kuchh help kar dun!!!

Rufaida:- arey beta tum aao na!!! Waise tu yahan kya kar raha hai tu toh kabhi kicthen mein kadam tak nahi rakhta!!!

Shajiya:- aap se milne koi aaya hai isliye!!!

Zahan:- muzammil aaye hain aap se milne!!!!

Rufaida:- unhein andar bitha beta aise kaise bahar chodh aaya!!!

Zahan:- don't worry unke saath zaroon aur Raiqa hain woh dono baat kar rahe hain!!!

Rufaida:- chal mai aati hoon beta please ye dekhna tum!!!

Shajiya:- ji mai dekhti hoon aap jao!!!

Zahan:- tum cooking bhi kar leti ho!!!

Shajiya:- haan sir khane layak bana leti hoon sab bro se seekha hai!!!

Zahan:- tumhare bhai ko cooking aati hai!!!

Shajiya:- haan bro ko sab aata hai!!!

Zahan:- waise woh kab aa rahe hain!!!!

Shajiya:- 2 din baad aa rahe hain!!!

Zahan:- im sorry tumne jo kaha Uska maine koi jawab nahi diya so sorry!!!!

Shajiya:- it's ok sir aap ki galti nahi hai sab jaan ke mujhe batana chahiye tha really sorry!!!! But mai kya karun mujhe ho gaya bas aur aap ke elawa mai kisi aur se mohabbat nahi kar paungi nahi bhul sakti aap ko!!!!

Zahan:- maine kab kaha ki mujhe bhul jao haan!!!

Shajiya:- jab phone pe aap ne bina jawab diye phone cut kar diya tha Tabhi mujhe pata chal gaya tha ki aap ke dil mein mere liye kuchh nahi hai!!!

Zahan:- ho gaya toh mai kuchh kahun if you don't mind!!!

Zaroon:- dekhte hain ki ye kya kehte hain aaj toh inki dil ki baat sunn na hi padega!!!!

Muzammil:- are you sure ye keh payenge!!!!

Zaroon:- ofcourse I'm sure ye zarur kahenge!!!!

Zahan:- actually!!! Mai tumse kuchh kehna chahta hoon!!!

Shajiya:- kahiye na sir kya Kehna hai aap ko!!!!

Zahan:- tumhari mohabbat ko thukrana meri majburi thi kyunki uss waqt mere dil mein tumhare liye koi feelings nahi thi.... Lekin aaj mai tumse kuchh nahi chupaunga I love you too!!!!

Shajiya:- sir!!! Ek baar phir se kahiye aap ne kya kaha!!!!

Zahan:- yakeen nahi ho raha hai na ki ye jaise hua lekin hua kab hua mujhe khud pata nahi but I just wanna say i Love you shajiya!!! Will you Marry me!!!!

Zaroon:- kya baat hai mujhe toh laga tha ki ye sirf confess karenge but bro ne toh propose bhi kar diya hai wow bro You're great!!!!

Zahan:- batao!!! Will you marry me!!!

Shajiya:- yes!! Mujhe toh yakeen hi nahi ho raha ki aap mujhse!!!!

Zahan:- haan mai tumse Beintehaa mohabbat karne laga hoon aur apni puri life tumhare saath share karna chahta hoon!!! Sab tum par depend hai agar tum haan kahogi toh hi mai tumhe ye ring pehna sakunga warna nahi!!!!

Shajiya:- yes!!! I marry you!!! Toh bataye kab engagement karni hai....

Rufaida:- engagement nahi direct Shaadi hogi aur haan tum apne bhai se Baat kar lena theek hai!!!

Shajiya:- auntie aap ko sab pata tha....

Rufaida:- haan mujhe sab pata tha aur pehle hi Zahan ne mujhe sab bata diya tha ki woh tumse mohabbat karta hai!!!!

AASMANO PE LIKHAA....Where stories live. Discover now