chapter-120.

3 1 0
                                    

Raiqa:- tum yahan kya kar rahi ho.....

Misbah:- kuchh bhi toh nahi bas yahan se guzar rahi thi so inn dono ko dekh liya.....

Raiqa:- Ohh accha.... Mujhe laga ki tum chup kar inn dono ki baat Sunn rahi thi....

Misbah:- agar aisa hai toh tumhe galat lagta hai samjhi tum......

Zahan:- ye kya tarika hai Raiqa se baat karne ka haan!!!!

Misbah:- I'm sorry mere kehne ka woh matlab nahi tha....

Raiqa:- tumse baat karna hi bekar hai....

Misbah:- toh karti kyun ho haan chali Kyun nahi jaati tum yahan se.....

Raiqa:- jana mujhe nahi balki tujhe hai Kyunki ye mera sasural hai samjhi tu aur tu mujhe bata tu yahan kis haisiyat se reh rahi hai bol na....

Misbah:- ye mera sasural hai aur mai Zahan ki biwi hoon

Raiqa:- tu bas khuli aankhon se sapne dekhti reh samjhi.....

Misbah:- mind your language.....

Zahan:- how dare you tumhari himmat kaise hui raiqa se aise baat karne ki!!!

Misbah:- listen mera woh matlab nahi tha....

Zahan:- tum jao yaar mujhe tumhari shakal tak nahi dekhni!!!

Misbah:- ye sab tumhari Wajah se hua hai Kyun aayi tum meri life mein chali gayi thi na wapas Kyun aayi....

Shajiya:- mai jaan buch ke nahi gayi thi tumne majbur kiya tha mujhe jaane ke liye tumne mujhe dhamki diya tha ki agar mai yahan se nahi gayi toh tum puri family ki life barbad karke rakh dogi....

Zahan:- tum iss hadh tak gir jaogi ye kabhi socha nahi tha!!!

AASMANO PE LIKHAA....Hikayelerin yaşadığı yer. Şimdi keşfedin