chapter-79.

2 1 0
                                    

Dr. Neeti:- come in mai aap hi ka intezar kar rahi thi.....

Zahan:- ji doctor bataye reports mein kya hai!!!!

Dr. Neeti:- ye baccha aap hi ka hai Mr rahmani.....

Shajiya:- kya ye sachh hai boliye na please.....

Dr. Neeti:- yeah Mrs rahmani.... Ye Inhi ka baccha hai DNA match ho gaye hain....

Zahan:- thank you very much for helping us!!!!

Dr. Neeti:- my pleasure!!!!

Zahan:- maine tumse kaha tha na ki koi DNA tests ki zarurat nahi hai Kyunki mai Jaanta hoon ki tum mujhe kabhi dhoka nahi de sakti!!! Because you love me!!!!

Shajiya:- ab kya karna hai.....

Zahan:- kya karna hai let's celebrate yaar!!!!

Shajiya:- nahi maine misbah aur Hanzala ke Baare mein Pucha hai.....

Zahan:- unn dono ko toh mai sabak sikha ke rahunga Kyunki unn dono ne aaj saari hadein paar kar diya hai!!!!

Hanzala:- ab toh hum gaye kaam se jis kaam ke liye aaye the usse pura kiye bagair ja rahe hain.....

Misbah:- just relax aisa kuchh nahi hoga unn dono ko sachh ka kabhi pata nahi chalega ki ye sab Hamara ek plan tha.....

Zahan:- apne aap ko jitni tasalli deni hai delo samjhi!!!!!

Misbah:- tum yahan.....

Zahan:- kyun tumhi ne toh kaha tha ki ye baccha mera nahi hai shajiya ke kokh mein Hanzala ka baccha hai nahi!!!!

Shajiya:- tum dono ne milkar mere character pe Sawal uthaya hai..... Mai tum dono nahi chodhungi!!!!

Misbah:- haan ye sab hamare plan ka ek hissa tha Kyunki mujhe Zahan chahiye aur mai usse pyar karti hoon aur nahi dekh sakti tumhe kisi aur ke Saath mai toh sochke aayi thi ki mere aane ke baad tum khush ho jaoge aur mujhe maaf karke mujhe accept kar loge lekin tum dono toh apni Shaadi complete karke aaye ho aur ab toh tumhara rishta aur bhi mazbut ho gaya hai iss bacche ke liye......

AASMANO PE LIKHAA....Where stories live. Discover now