chapter-89.

3 1 0
                                    

Kabir:- don't worry ab sab theek hai na jab dono Saath hain toh har ek ladai jeeti ja sakti hai....

Rufaida:- sahi kaha tumne waise kitne din ke liye aaye ho....

Kabir:- ji mai 1 week ke liye aaya hoon phir wapas banglore chala jaunga....

Rufaida:- toh Kyun na tumhari aur Aasiya ki engagement kar diya jaaye bhai sb agar aap ko koi problem na ho toh.....

Sami:- nahi mujhe koi problem nahi hai!!! Aaj hi engagement kar lete hain shaadi ki dates baat mein fixed kar denge.....

Zahan:- waise Idea Bura nahi hai!!! Congrats yaar.....

Kabir:- thank you so much......

Zahan:- you're most welcome!!!!

Shajiya:- aaj mom and dad hote toh kitna khush hote na hamare liye....

Kabir:- please yaar aaj ke din toh unka naam mat le....

Shajiya:- woh jaise bhi hain aakhir hain toh hamare dad hi na.... Toh kya hua unhone ne mom ki jagah kisi aur se Nikah kar liya toh hai toh hum unka khoon hi na....

Kabir:- dekh maine tujhe unn se dur isliye rakha Kyunki mai unka ganda saaya bhi tere upar padhne nahi dunga bahut pyar karta hun tujhse tu jaan hai meri.....

Shajiya:- lekin bro.....

Kabir:- promise me ki tu aaj ke baad uss insaan ka naam bhi nahi legi hum hamari life mein khush hain na toh please unko yaad karke apna mood aur din kharab mat kar aaj tere liye sab se bada din hai aur maa bann ne ka ehsaas bahut khaas hota hai jab se mujhe pata chala hai na ki tu pregnant hai tab se mera bahut mann tha ki mai tujhse milun.....

Shajiya:- sab theek ho jayega bro please aap tension mat lo mere liye itna toh kar sakte ho na.....

Kabir:- theek hai sirf tere liye ab chal khush reh warna andar se baby kya kahega ki kya yaar meri mumma ko itna pareshan Kyun kar rahe ho.....

Shajiya:- aap bhi na bro!!!

Zahan:- aajao tum thoda aaram kar lo bahut thakk Gayi ho gayi hogi na!!!!

AASMANO PE LIKHAA....Where stories live. Discover now