chapter-105.

3 1 0
                                    

Shajiya:- ab pata nahi aage kya hoga....

Mohsin:- aap theek toh hain na....

Shajiya:- ji haan mai bilkul theek hoon aap abhi tak soye nahi....

Mohsin:- nahi bas neend nahi aa rahi thi....

Shajiya:- Ohh accha aap kuchh lenge tea, coffee.....

Mohsin:- nahi shukriya aap jayiye jaake so jayiye.....

Shajiya:- theek hai good night....

Mohsin:- good night.... Huh kaise bataun mai aap ko ki mai aap se mohabbat karne laga hoon himmat hi nahi ho rahi hai....

Shajiya:- aap ne kuchh kaha....

Mohsin:- nahi maine kuchh nahi kaha....

Shajiya:- theek hai aap bhi so jayiye bahut raat ho gayi hai....

Zaroon:- bro aap abhi tak soye nahi....

Zahan:- nahi bas neend nahi aa rahi thi tu abhi tak jaag raha hai!!!!

Zaroon:- haan bas jaane hi wala tha aap se kuchh baat karni hai....

Zahan:- haan bol na kya baat hai!!!!

Zaroon:- aap toh sab jaante ho na ki misbah ne hamare saath kya kiya hai....

Zahan:- haan sab Jaanta hoon ki teri beti uske kabze mein hai mai bhi kya karun yaar chah kar bhi mai kuchh nahi kar sakta hoon!!!!

Zaroon:- mere paas ek plan hai....

Zahan:- kaisa plan!!!

Zaroon:- love her....

Zahan:- ye tu kya bol raha hai tu Jaanta hai na ki mai sirf shajiya se mohabbat karta hoon!!!!

Zaroon:- haan lekin kya karen aap ko kaunsa mai keh raha hoon ki aap Misbah se mohabbat karo.....

Zahan:- toh phir tu kehna kya chahta hai!!!!

Zaroon:- mai bas itna kehna chahta hoon ki usko ye yakeen dilao ki aap uss se mohabbat karte ho aur khushi ke maare woh pagal ho jayegi aur khud ba khud ugal degi ki meri beti kahan hai.....

Zahan:- lekin mai kaise kar sakta hoon yaar!!!!

Zaroon:- please mere liye kar dijiye.... Raiqa ka ro ro kar bahut bura haal hai usne subah se kuchh nahi khaya hai....

Rufaida:- haan beta zaroon sahi keh raha hai jhuth hi sahi usko ye yakeen dila ki tu uss se mohabbat karta hai.....

Zahan:- ye kya keh rahe ho sab mai nahi keh sakta ye keh ke aisa lagega ki mai Shajiya ko cheat kar raha hoon aur mai ye kabhi nahi karunga Kyunki woh meri pehli aur aakhiri mohabbat hai!!!!

Rufaida:- please beta Hamare liye ye kaam kar de jab bacchi mil jayegi na toh mai khud shajiya ki leke aaungi aur misbah ko ghar se dhakke maar ke nikalwa dungi.....

Zahan:- fyn jaisa aap Kaho mai jata hoon!!!!

Rufaida:- kahan ja raha hai.....

Zahan:- jo kaam aap ne diya hai woh karne!!!!

Rufaida:- All the best....

Zahan:- whatever!!!!

AASMANO PE LIKHAA....Where stories live. Discover now