chapter-39.

0 1 0
                                    

Shajiya:- bychance aisa nahi hua toh hum kya karenge!!!

Raiqa:- arey yaar tu itna negative Kyun soch rahi hai sab kuchh agar plan ke according hoga na toh behtar hai!!!!

Shajiya:- theek hai ek baar hum trail leke dekh lein kya!!!!

Raiqa:- ye tu kya bol rahi hai yaar!!! Dekh Hamein jo Kuchh karna hai sab 2 din mein karna hoga Kyunki kal se saare functions start hain!!!!

Shajiya:- haan chal hum Shaadi enjoy karne ke bahane Wahan chalte hain aur sir ko saara sachh batate hain!!!!

Zahan:- ye earrings kuchh jaani pehchani si lag rahi hai!!!!

Misbah:- ye kiski earrings hai aur iska toh ek hi jhumka hai dusra wala kahan hai!!!!

Zahan:- I don't know!!!!

Rufaida:- excuse me!!! Misbah mehendi wali aagayi hai chalo tum mehendi laga lo theek hai!!!!

Misbah:- ji ayiye!!!

Shajiya:- excuse me sir.....

Zahan:- yes, Ohh tum yahan Kya kar rahi ho!!!!

Shajiya:- mai aap ke liye aayi hoon sir taaki mai sab theek kar sakun!!!!

Zahan:- ek minute tumhari earring!!!!

Shajiya:- kya hua meri dusri earrings kahin gir gayi hai kya ohh no woh mera favourite tha!!!!

Zahan:- kahin ye wahi toh nahi jo mere paas hai!!!

Shajiya:- ye aap ke paas kaise aaya!!!

Zahan:- pata nahi galti se aagaya hoga Kyunki meri Life mein toh sab galat ho raha hai lekin mujhe bharosa hai tumpe tum sab theek kar dogi!!!!

Shajiya:- mai sab theek kar dungi!!! Aap Fikar na karen!!!!

Zahan:- toh kardo na please, wapas aajao meri life mein Meri Biwi sirf tum banogi aur koi nahi aur woh misbah toh bilkul bhi nahi mere rehte aisa kuchh nahi hoga!!!!

Shajiya:- Isliye toh mai yahan aayi hoon aap ki life safe karne!!!  Aap ke bina maine ye 2 din kaise guzare ye sirf mai hi jaanti hoon mai aap ke bina nahi jee sakti because I love you!!!!

Zahan:- will you marry me!!!

Shajiya:- lekin kaise hoga ye sab agar misbah ko thoda sa bhi shakk hua toh sab ki life risk mein aajayegi.....

AASMANO PE LIKHAA....Where stories live. Discover now