chapter-58.

1 1 0
                                    

Shajiya:- mai bilkul theek hoon....

Raiqa:- waise jiju aap dono ki Shaadi toh ho gayi....

Zahan:- haan ho gayi hai!!! So kya karen!!!

Raiqa:- mujhe mere nephews kab tak de rahe ho....

Zahan:- beta abhi abhi toh Shaadi hui hai unn sab ke liye bahut time hai so hamein bhi thoda akele enjoy karne do Haan itni jaldi ye sab kaise!!!!

Rufaida:- Kyun nahi kar sakte next year mujhe mere grand childs chahiye ok.....

Zahan:- inshallah!!! Mera ho gaya mai chalta hoon bye mom!!!!!

Rufaida:- bye beta....

Zahan:- bye apna khayal rakhna!!!!!

Shajiya:- aap bhi apna khayal rakhna Allah Hafiz.....

Zahan:- Allah Hafiz!!!!

Rufaida:- aajao Shajiya Hamare Saath breakfast karlo.....

Shajiya:- ji mai pehle aap ko serve kar dun.....

Rufaida:- nahi beta tum khao aur sunn khane ke table pe mobile par dihaan kyun hai tera collage nahi jana kya....

Zaroon:- jana hai na mom aisa kyun keh rahe ho....

Rufaida:- toh jaana final year hai khoob dil lagake padhai karna aur haan apne bhai ka naam roshan karna ok.....

Zaroon:- log maa baap ka naam roshan karne ke liye kehte hain lekin aap ho ki bro ka naam roshan karne ki baat kar rahe ho..... Mai kuchh samjha nahi mom!!!

Rufaida:- Kyunki tumhara bhai ek professor hai samjha isliye keh rahi hoon mere bete ki mehnat ko zaaya mat jaane dena theek hai.....

Zaroon:- haan sirf bro hi aap ke bete hain na hum toh kuchh nahi hain right!!!!

Rufaida:- aisa nahi hai beta tum sab mere liye barabar ho samjhe Aaj ke baad aise alfaaz apne zuban pe laana bhi mat theek hai!!!!

Zaroon:- yeah I promise that ki mai aisi Baatein kabhi nahi karunga!!!!

Shajiya:- excuse me mai abhi aayi!!!!

Rufaida:- kahan ja rahi ho beta.....

Shajiya:- actually sir ka Phone aa raha hai so!!!!

Raiqa:- Ohh!!!

Shajiya:- chup kar samjhi!!!!

Rufaida:- jao beta jaake baat karlo theek hai!!!!

Zahan:- hi maine tumhe disturb toh nahi kiya na!!!!

Shajiya:- nahi bataye kya baat hai aap ne call Kyun kiya....

Zahan:- tumse kuchh discuss karna tha free ho kya!!!!

Shajiya:- nahi mai breakfast kar rahi hoon aap bataye na kya baat hai!!!

Zahan:- koi Baat nahi raat ko aake bataunga theek hai aur haan packing kar dena hum kal subah honeymoon ke liye ja rahe hain!!!!

Shajiya:- ji mai kar dungi aap batade ki kya kya pack karna hai mai kar dungi!!!!

Zahan:- mai text kar dunga filhal mai lecture mein hoon 2 ghante baad call karunga....

Shajiya:- ok!!!

Zahan:- suno!! Mujhe tumse kuchh Kehna hai!!!!

Shajiya:- ji kahiye kya baat hai!!!!

Zahan:- I love you!!!!

Shajiya:- I love you too bye!!!!

Zahan:- bye!! Take care....

AASMANO PE LIKHAA....Where stories live. Discover now