chapter-30.

0 1 0
                                    

Raiqa:- kya hua tum chup Kyun ho!!!

Zaroon:- kyun meri chuppi se tumhe koi problem hai kya!!!

Raiqa:- nahi bas aise hi Puch liya!!!

Zaroon:- you know what mai tumhe Samajh nahi paaya hoon!!!

Raiqa:- excuse me what you mean ki tum mujhe samajh nahi paaye ho!! Khair jo hua so hua ab hamari engagement hone ja rahi hai aur puri life padi hai aaram se samajh lena!!!

Zaroon:- huh!!! Tumse shaadi karne se accha hai ki mai Kunwara hi mar jaun!!!

Raiqa:- just shut up ok Aaj ke baad mere saamne aisi Baatein mat karna samjhe tum!!! Your so special to me!!!

Zaroon:- kahin tumhe mujhse!!!

Raiqa:- yeah!! I really love you!!!

Zaroon:- what!! Tumhe pata bhi hai tum kya keh rahi ho haan ye hamari zindagi ka sawal hai har ek faisla soch samajh kar lena hoga Kyunki mai nahi chahta ki meri wajah se tumhari life barbad ho!!!

Raiqa:- maine aisa kab kaha maine soch samajh ke jawab diya hai I want to spend my whole life with you!!! Bas tum haan keh do!!!

Zaroon:- theek hai baad mein mat kehna ki mai badal gaya hoon wagaira wagaira!!!

Zahan:- kya Baatein chal rahi hai tum dono ke beech kahin maine tumhe disturb toh nahi kar diya na!!!

Zaroon:- nahi bro aisi koi baat nahi hai bas hum future plans kar rahe the!!!

Zahan:- ohh accha!!! Hmmm Raiqa tum 2 mins bahar jaogi kya mujhe mere bhai se kuchh baat karni hai akele mein!!!

Raiqa:- haan Kyun nahi milte hain bye!!!!

Zahan:- kya baat hai yahin se sab shuru hai haan!!!

Zaroon:- kya shuru hai mujhe kuchh samajh nahi aaya bro saaf saaf Kaho na jo Kehna hai!!!

Zahan:- abhi abhi woh tujhe kya deke gayi ye tu Jaanta hai na aur iska matlab bhi samajhta hai!!!

Zaroon:- kya woh flying kiss deke gayi aur kuchh nahi!!!

Zahan:- wahi toh mein keh raha hoon mere bhai jo pehle kabhi nahi hua woh sab ab ho raha hai you know what maine kabhi socha nahi tha ki hum teeno ki life mein itni khushiyaan aayengi!!!

AASMANO PE LIKHAA....Where stories live. Discover now