chapter-19.

1 1 0
                                    

Zaroon:- hi bro!!!

Zahan:- hi!!

Zaroon:- sab ko invite kar diya!!!

Zahan:- haan kar diya hai tu ne dinner kar liya!!!

Zaroon:- haan maine kar liya hai!!!!

Zahan:- mujhe bahut bhook lagi hai mom ko bula aur dinner rakhne ko keh!!!!

Barira:- aajao bro dinner ready hai saath mein khate hain!!!!

Zahan:- Kyun mom ko kya hua aur tum dono ne dinner nahi kiya kya!!!!

Barira:- actually mom ko headache hai isliye woh aaram kar rahi hain!!!!

Zahan:- aur dad ne khaya kya!!!

Zaroon:- haan dad ne kha liya aur bas hum dono ne nahi khaya!!!!

Zahan:- toh der kis baat ki chalo phir saath mein khaate hain!!!!

Barira:- ye maine banaya hai!!!!

Zahan:- Tabhi ye roti jala hua hai!!!!

Zaroon:- bas bro iski roti dekh dekh kar pehle se hi hansi aa rahi hai ki kya bataun aap ko!!!!

Zahan:- waise tujhe hum se kuchh baat karni thi na!!!!

Barira:- haan iss rishtey ko lekar!!!

Zaroon:- bol beta darr mat hum hain na bata kya baat hai jo tujhe Pareshan kar rahi hai!!!!

Barira:- actually jis ghar mein mera rishta tayy hua hai woh joint family hai!!!!

Zahan:- haan toh isme problem kya hai!!!!

Barira:- problem hai bro!!!

Zaroon:- wahi toh puch rahe hain ki problem kya hai!!!!

Barira:- meri 2 saas hain!!!

Zahan:- kya baat kar rahi hai ye sab tujhe kisne bataya!!!!

Barira:- mom ne mujhe bahut darr lag raha hai pata nahi mai kaise uss ghar mein adjust Karungi!!!!

Zahan:- agar har ek kadam mein humsafar saath hona toh sab aasan hai aur hamein pata hai tujhe thodi tension hai ki tu ek aise ghar mein ja rahi hai jahan tu kisi ko nahi jaanti!!! Aur dheere dheere sab ka dil jeet aur hamesha sab ki khushi mein apni khushi dhoondh!!! Khud ke liye nahi dusron ke liye jeena seekh!!!

Zaroon:- kya baat hai bro kya words kahe hain ye sunke lagta hai ki aap ka koi toh affair hai bolo na bhabhi ka naam kya hai!!!!

Zahan:- chup chap apna khana kha mera dimagh mat kha samjha tu aur haan agar hoti toh mai tum dono se share karta yaar pehle Aa toh jaane do!!!!

Zaroon:- bro aap ka Phone baj raha hai!!!!

Barira:- iss waqt kaun ho sakta hai!!!?

Zahan:- khatam hone ke baad saare dishes wash karke rakh dena mom ko pareshan mat karna okay!!!!

Shajiya:- hi sir!!!

Zahan:- hi!!!

Shajiya:- maine aap ko disturb toh nahi kiya na!!!

Zahan:- nahi batao kya baat hai!!!

Shajiya:- actually baat ye hai ki mai aap ko!!!!

Zahan:- ye ghuma phirake Baat Kyun karna saaf saaf kaho na jo Kehna hai!!!!

AASMANO PE LIKHAA....Wo Geschichten leben. Entdecke jetzt