chapter-60.

2 1 0
                                    

Shajiya:- aap apne dad ko bahut miss karte honge na....

Zahan:- mujhe uss insaan ke Baare mein koi Baat nahi karni please!!!!

Shajiya:- lekin Kyun aisa bhi kya hua tha aap sab ke Saath.....

Zahan:- tum sachh jaan na Chahti hona!!!!

Shajiya:- haan ek biwi hone ke naate mujhe sab pata hona chahiye.....

Zahan:- sachh ye hai ki khana bahut achha bana hai!!!!

Shajiya:- ye mere Sawal ka jawab nahi hai....

Zahan:- please yaar mujhe uss insan se related koi bhi Baat nahi karni hum unke bina khush hain bas hamesha ek hi baat ka darr laga rehta hai ki kab woh aayenge aur hum sab ka react kya hoga!!!

Shajiya:- just relax sab theek ho jayega aap fikar na karen please......

Zahan:- theek hai tum kehti ho toh mai tension nahi loonga Happy!!!!

Shajiya:- ye hui na baat chaliye ab thoda sa aaram kar lijiye please.....

Zahan:- tum bhi thoda aaram kar lo ok!!!!

Shajiya:- yeah sure!!! Bye.....

Zahan:- bye!!!

Rufaida:- hamari family bas aise hi hansti rahe kisi ki nazar na lage hamari khushiyaan ko.....

Barira:- Just relax mom sab theek hai aap ko stress lene ki zarurat nahi hai ok......

Rufaida:- hmmm!!!! Sahi keh rahi hai tu mujhe Zyada ghabrane ki zarurat nahi hai Kyunki Mujhe khush rehna hai apni puri family ke liye!!!!

Barira:- ye hui na Meri mom wali baat!!!!

AASMANO PE LIKHAA....Where stories live. Discover now