chapter-61.

1 1 0
                                    

Zaroon:- mom aap se kuchh baat karni thi......

Rufaida:- haan bol na beta Kya baat hai!!!!!

Zaroon:- Kyun na bro aur bhabhi ke aane ke baad hum sab ek family trip pe chalen....

Barira:- haan mom bahut din ho gaye hum sab kahin chalte hain na!!!!

Rufaida:- theek hai hum sab chalenge lekin unn dono ke aane ke baad Kyunki woh dono apni shaadi complete karne ja rahe hain na Isliye!!!!

Zahan:- mom ab aap ki tabiyat kaisi hai!!!!

Rufaida:- better!!! Tu yahan kya kar raha hai!!!!

Zahan:- kya matlab hai aap ka ki mai yahan kya kar raha hoon!!!!

Rufaida:- beta teri Shaadi hui hai isliye tujhe zyada se zyada apni biwi ke saath time spent karna chahiye iss se tum dono ek dusre ke kareeb aaoge aur ek dusre ko jaan paoge tu samajh raha hai na mai kya kehne ki koshish kar rahi hoon.....

Zahan:- Haan mom Mujhe sab samajh aa gaya hai bye see you soon!!! Take care.....

Rufaida:- you too......

Zaroon:- huh bas ab koi problems na aaye toh hi behtar hoga Kyunki pehle se hi Misbah ki wajah se Bahut problems create ho chuki hai ab aur nahi.....

Rufaida:- sachh mein bahut chalak ladki hai hamare beech reh kar woh ye sab plan kar rahi thi kisi ko paane ke liye uss insaan ki Life khatre mein daal sakti hai ye ladki.....

AASMANO PE LIKHAA....Wo Geschichten leben. Entdecke jetzt