chapter-16.

4 1 1
                                    

Shajiya:- hi sir!!! Good morning!!!

Zahan:- good morning!!! Aaj sab jaldi aagaye hain ya mai late aaya hoon!!!

Shajiya:- nahi sir aap theek waqt pe aaye hain aap ko yaad hai na ki maine kal aap ko call kiya tha!!!

Zahan:- Ohh haan room ke liye I'm right!!!

Raiqa:- haan sir uski keys kab tak milegi Hamein!!!!

Zahan:- aao mere cabin mein mai tumhe keys deta hoon!!! Aur jo tumhare saath rehne wali hai usko tum dono se milwata hoon!!!!

Shajiya:- yeah let's go!!!

Zahan:- waise mai jaan sakta hoon ki tum dono toh apne apne ghar mein rehte ho toh Achanak hostel ki kya zarurat padh gayi!!!

Shajiya:- actually bro ka transfer ho gaya hai isliye woh kahin aur settle ho rahe hain hamari studies aadhi mein na ruke isliye unhone ye idea diya tha!!!

Zahan:- ohh that's great!!! Ye bahut accha kiya ye tumhare keys aur haan Aaj se tum dono check in kar sakte ho!!!!

Shajiya:- sir ek baat agar hum room dekh lete toh if you don't mind!!!!

Zahan:- yeah sure mai dikha deta hoon chalo!!!

Zaroon:- hey bro maine aap ko disturb toh nahi kiya na!!!

Zahan:- nahi bata kya baat hai!!!

Zaroon:- ek minute mai barira ko conference mein leta hoon!!!

Zahan:- lekin mai busy hoon thodi der baad mai khud call karta hoon!!!

Zaroon:- theek hai Allah Hafiz!!!

Zahan:- Allah Hafiz!!!!

Shajiya:- agar important hota toh aap baat kar sakte hain sir!!!

Zahan:- no!!! Pehle tum dono apna room dekh lo aur koi doubts ho toh puch lena okay!!!

Shajiya:- yeah sure sir!!!!

Zahan:- toh ye raha aap dono ka room!!!

Raiqa:- sir woh room mate jo hamare saath room share kar rahi hai woh ladki!!!!

Zahan:- Ohh haan!!! Just a minute!!! Mudasser!!!

Raiqa:- sir!! Iss Idoit ko kyun bula rahe hain!!!

Zahan:- kuchh kaha tumne!!!

Raiqa:- nahi maine kuchh nahi kaha!!!

Shajiya:- chup kar sir ne sunn liya toh bahut badi Pareshani ho jayegi!!!!

Raiqa:- sir woh ladki shayad aayi nahi hai!!!!

Zahan:- woh aayi thi maine khud usko yahan dekha tha ek minute mai abhi aaya!!!!

AASMANO PE LIKHAA....Where stories live. Discover now