chapter-67.

1 1 0
                                    

Raiqa:- congratulation yaar......

Shajiya:- thank you so much!!!!

Raiqa:- kya hua itni Pareshan Kyun hai....

Shajiya:- sir ki Wajah se.....

Raiqa:- sab theek toh hai na tum dono ke beech....

Shajiya:- kuchh theek nahi hai jab se Hamein ye news mili hai ki mai pregnant hoon tab se woh bahut pareshan se lag rahe hain aur hum kal hi Wapas aa rahe hain.....

Raiqa:- kal hi par Kyun trip toh 2 weaks ke liye planned kiya tha na.....

Shajiya:- haan yaar.....

Raiqa:- lekin itni jaldi Wapas Kyun aa rahe ho tum dono ke beech sab theek toh hai na....

Shajiya:- mai kya bataun yaar jab se ye news mili hai sir bahut pareshan hain aur ab pata nahi kahan chale gaye hain.....

Raiqa:- tu room mein akeli baithi hai....

Shajiya:- haan unhone kaha tha ki thoda sa aaram kar loon iss se pehle bhi yahi keh kar gaye the aur ab phir se kuchh toh baat hai jo woh mujhse chupa rahe hain lekin kya.....

Raiqa:- sab theek ho jayega tu fikar mat kar aur haan ye news mai bro ko bhi de deti hoon.....

Shajiya:- haan dede lekin please unko sir ke baare mein mat batana ki woh kuchh pareshan se hain aur iss news ko lekar thode upset bhi....

Raiqa:- lekin!!!!

Shajiya:- please mai unhein Pareshani mein nahi dekhna chahti.....

Raiqa:- theek hai mai inhein ye baat nahi bataungi tu fikar mat kar aaram kar mai rakhti hoon.... Allah hafiz.....

Shajiya:- Allah Hafiz.... Pata nahi Kyun mujhe darr sa lag raha hai kahin iss pregnancy se mere aur sir ke beech dooriyan na aajaye......

Hanzala:- kya kaha tumhare bhai ne.....

Zaroon:- tumse matlab tum apne kaam se kaam rakho na yaar hamare personal matters se dur hi raho toh hi behtar hoga......

Hanzala:- mujhe jaan ne ka haq hai batao kya baat hai.....

Zaroon:- tumhe sunke jealous hogi lekin agar tum sunn na chahte ho toh suno Shajiya bhabhi is pregnant!!!!

Hanzala:- nahi ye nahi ho sakta woh mere Saath aisa nahi kar sakti mai pyar karta hun usse.....

Zaroon:- sirf tumhare kehne se kya hoga haan ye bhi toh jaan na hoga ki unke dil mein tere liye kya hai!!!!

AASMANO PE LIKHAA....Where stories live. Discover now