chapter-93.

2 1 0
                                    

Haiza:- aap ki Shaadi ko kitne din hue hain.....

Shajiya:- bas 3 weeks hue hain.....

Haiza:- itni jaldi aap pregnant bhi ho Gayi.....

Shajiya:- haan mujhe toh khud yakeen nahi ho raha hai ki mai maa bann ne ja rahi hoon jab se ye news sab ne suna hai tab se sab bahut khush hain kyunki sabhi baby ko lekar bahut excited hain na Isliye......

Haiza:- pehla baccha hai na Isliye....

Shajiya:- sahi Kaha tumne maa bann ne ka jo ehsaas hai na woh Bahut khaas hota hai.....

Raiqa:- bhabhi ye mom ne aap ke liye bheja hai.....

Shajiya:- kya hai ye!!!!

Raiqa:- ye Kuchh dryfruits hain jo mumma ne aap ke liye bheja hai aur kaha hai ki ye pura khatam karna hai iss se baby ko takat milegi......

Shajiya:- Ohh accha!!! Tum rakh do mai kha loongi.....

Raiqa:- waise tum yahan Kya kar Rahi ho bhabhi ke room mein.....

Shajiya:- Ohh haan isko studyroom dikhana tha kaafi din ho gaye uski Saaf safai nahi hui......

Raiqa:- lekin studyroom toh Zahan bro ke elawa koi use nahi karta.... Toh uski saaf safai Kyun ho rahi hai......

Shajiya:- Kyunki agar saaf safai nahi hui toh sir ko dust allergic ho sakta hai na Isliye.....

Raiqa:- Ohh accha toh ye baat hai aap unse Beintehaa mohabbat karte ho na.....

Shajiya:- haan bahut zyada aur bas itni dua hai ki hamari mohabbat ko kisi ki nazar na lage!!!!

Raiqa:- Inshallah kisi ki bhi nazar nahi lagegi sab theek ho jaayega.....

AASMANO PE LIKHAA....Where stories live. Discover now