chapter-97.

2 1 0
                                    

Zahan:- tum theek ho na!!!!

Shajiya:- haan mai theek hoon.... Kya hua aap log aise kyun khade ho sab theek toh hai na.....

Rufaida:- sab theek hai beta tum bas aaram karo....

Shajiya:- kuchh toh Baat hai kya chupa rahe ho aap sab boliye na kuchh mai behosh hui thi Uska reason kya hai.....

Zahan:- I'm really sorry!!!!

Shajiya:- aap Sorry kyun bol rahe ho kya baat hai....

Zahan:- mai apna promise nahi nibha paya!!!!

Shajiya:- hamara baby theek toh hai na.... Boliye na kuchh please.....

Zahan:- mai hamare bacche ko nahi bacha paya I'm Sorry!!!!

Shajiya:- nahi aisa nahi ho sakta ye sab jhuth hai boliye na please keh dijiye ki ye jhuth hai hamara baby theek hai.....

Zahan:- tumhara miscarriage ho gaya hai iss Wajah se tum behosh hui!!!!

Shajiya:- ye sab kya ho raha hai mere Saath pehle se hi meri Zindagi mein Dard kam the kya jo aur likh diye sab kismat ka khel hai jab mujhe khushi dena hi nahi chahte the toh do pal ki khushi de kar sab cheen liya congratulations sir.....

Zahan:- ye tum kya keh rahi ho!!!!

Shajiya:- aap iss pregnancy se khush nahi the aap ko yaad hai na ki aap ne kya kaha tha ki itni jaldi aap ko baccha nahi chahiye mubarak ho waisa hi hua jaisa aap chahte the.....

Zahan:- ye tum kya bol rahi ho!!! Tumhe pata bhi hai mujhe kitna dard ho raha hai Hamare bacche ko khone ka dard kya sirf tumhe hai mujhe nahi haan.... Kyun Isliye Kyunki tum maa ho haan bolo na!!!!

Shajiya:- ab aage kuchh nahi ho sakta isliye maine ek Faisla kiya hai.....

Zahan:- kaisa Faisla!!!!

AASMANO PE LIKHAA....Where stories live. Discover now