chapter-68.

1 1 0
                                    

Hanzala:- meri baat karao Zahan se ye sab jhuth hai mai nahi maanta....

Zaroon:- lekin tumhe maan na hoga ki woh kisi aur ki hai ab toh unke rishtey mein aur bhi nazdikiyan aa gayi hai iss bacche ke aane se..... Jitni jaldi ho sake iss ghar se aur bhabhi ki life se dafa ho jao....

Hanzala:- lekin meri baat samajhne ki koshish karo mai nahi jee sakta uske bina mai bahut pyar karta hoon uss se.....

Zaroon:- just get lost from my house......

Hanzala:- mai Wapas aaunga aur uss waqt sab pachtaoge!!!

Rufaida:- kya woh sachh mein Wapas aayega.....

Zaroon:- mom just relax aisa kuchh nahi hoga woh jaisa keh raha hai waisa nahi hoga....

Rufaida:- pehle bhi yahi hua tha Misbah ki wajah se mera beta toot gaya Kyunki usne Shajiya ki jaan ko use se khatra tha.... Lekin ab shajiya ne itni badi baat hum se chupaye rakhi ki Uska rishta bachpan mein hi Hanzala se tayy ho chuka hai aur ye jaan ne ke bawajood bhi usne mere bete se Nikah kiya aur uske saath family planning ki.....

Zaroon:- mom sab theek ho jayega aap fikar na karo!!!!

Raiqa:- mujhe tumse kuchh baat karni hai....

Zaroon:- mai abhi aaya please aap stress mat lo aap ke heart ke liye ye theek nahi hai mom!!!!

Rufaida:- tu meri fikar mat kar beta mai theek hoon!!!!

Zaroon:- kya hua tumhe aise kyun leke aayi......

Raiqa:- abhi thodi der pehle mujhe Shajiya ka call aaya tha....

Zaroon:- aakhir Baat kya hai ye aadha adhura Kyun bol rahi ho jo Kehna hai Saaf saaf kaho please.....

Raiqa:- usne kaha ki jiju pregnancy news sunke khush nahi hain!!!!

Zaroon:- kya keh rahi ho tum....

Raiqa:- Haan jab se pregnancy news Jiju ko pata chala woh bahut pareshan hain.... Aur usko akele chodh kar Baher chale gaye hain I just hope ke dono ke beech sab theek ho....

Zaroon:- kahin aisa toh nahi ki bro ko itni jaldi baccha nahi chahiye.... Ho sakta hai....

Raiqa:- tum itne sure kaise ho ki jiju ko itni jaldi baccha nahi chahiye.....

Zaroon:- kyunki unhone kaha tha ki baby 1 saal baad hi chahiye.... Aur itni jaldi ye sab!!!!

AASMANO PE LIKHAA....Where stories live. Discover now