chapter-14.

1 1 0
                                    

Zaroon:- waise ladke ka naam kya hai, qualification kya hai aur karta kya hai hometown kahan hai!!!

Rufaida:- ye sab tujhe nahi balki barira ko puchna chahiye Sawal uss se kiya hai!!!

Barira:- aap ne Sawal kahan kiya mumma aap ne Saaf Saaf kaha tha ki ladke wale aa rahe hain mujhe dekhne agar aap ne pehle hi bataya hota toh!!!!

Rufaida:- haan bataya toh hai na kaunsa maine keh diya ki 1 ghante mein tujhe dekhne aa rahe hain!!!

Zahan:- good morning guys!!! What's up!!!!

Rufaida:- kal ladke wale aa rahe hain barira ko dekhne ke liye!!!!

Zahan:- ohh that's a great news!!! Kya naam hai uska!!!

Rufaida:- uska naam Muzammil hai!!! And he is a doctor!!!

AASMANO PE LIKHAA....Where stories live. Discover now