SUKOON (FINAL)

2.8K 240 18
                                    

Author's Pov

New Delhi

Abhira's House

Abhimanyu and Akshara had went for Akshara's recording while Harshvardhan is playing with his grandson when the door bell rang .He didn't expected anyone to be here this time . Picking up him in his arms he walked out of living room to the entrance door and opened the door . Opening the door he found the persons there he didn't expected .

Ha : Tum log .

Per : Harsh ji aap yaha aur yeh bacha .

Ha : Tumhare sawalo ka jawab dena mai jaruri nahi samajhta Manjiri .

Aar :Aapko ghar mei jagah nahi milti joh yahan pata nahi kiska bacha sambhal rahe hai .

Voi: Apna pote ko sambhalne mei aur usme saath khelne mei kaisi sharam Aarohi .

The trie turned back and looked Akshara and Abhimanyu glaring them .

Abhimanyu angrily moved towards them and stood infront of Manjiri .

Man(crocodile tears): Abhi beta
Kaisa hai tu .Apni maa ki yaad nahi aayi tujhe.

Ab : Jaisa bhi hu theek hu aur bohot khush hu .Aur rahi baat aapko yaad karne ki toh yaad unhe kiya jata hai jinse koi rishta ho .

Ne : Bhai aap abhi bhi hume blame kar rahe ho jo inhone kiya hai .

He pointed at Akshara.

Ab : And can you elaborate what she had done to you Neil .

Nei: She detached you from us ,from me and maa .

Ab : Wasn't I jealous of you , wasn't because of me you didn't get Papa's love ,wasn't because of me your identity was hidden . Wasn't because of me your everything was snatched.

Nei: Bahi Akshara is manipulating you.

Ab(angrily): Dare You call her by name .Rishte mei badi hai tumse. Aur rahi baat manipulation ki toh manipulate mai nahi tum ho rahe ho .

Ha : Akshara isse andar lejao beta.

Harshvardhan handed over the baby to Akshara which Manjiri noticed now .

Man : Mera pota.

She moved towards Akshara to take the baby .But Harshvardhan and Abhimanyu shielded them .

Ab : Sunai nahi diya tumne .Andar jao isse lekar .

When Akshara was out of sight Abhimanyu faced them .

Ab(mocking): Apka pota seriously Ma'am .Agar uski maa se nafrat kar rahi hai toh uss bache se kaise pyar kar sakti hai aap .

Ma: Abhi beta

Ha: Abhimanyu naam hai iska .

Ma: Mai apne bete se baat kar rahi hu aap se nahi .Dekh beta mujhe pata hai mene galti ki hai par mai toh maa hi naa beta apne bacho ka bura kaise soch sakti hu .

Abhimanyu closed his eyes pissed at her drama and emotional blackmail .

Ab: Aapka beta hu mai .Aapne kabhi mana
Nahi ,Hamesha use kiya mujhe apne benefit aur comfort ke liye .Papa se lifetime nafrat ki aapki wajah se .Agar aap mujhse pyar karti naa toh usse support karti jisse mai pyar karta hu naki uska jina mushkil karti .Aur kab aapne Mera bhala socha hai joh aab sochengi .As far as I remember the day you brought Neil in our lives, you changed and I become the shield of you .Neil ki identity chupai aapne .Papa se uske baare mei chupaya . Ananth ki tarah raha woh uss ghar mei . Phir uske baad jaise taise time beet gaya .Phir shuru hote hai aapke kaand. Pehle Aarohi ke liye rishta bhej diya .Wahan confusion machayi uske baad Aarohi ne ek ke baad ek galat kaam kiye but aapko nahi dikha .Aur last mei jab mai isse shadi karne ke liye nahi mana toh toh bimar hone ki acting ki .Uske baad jaise taise meri aur Akshu ki shadi hogayi phir aapne mujhe manipulate karna shuru kardiya ,taki mai aapke control mei rahu aur mai bewakoof ban bhi gaya .Neil ka sach bahar aagaya kiski wajah se Aarohi ki wajah se .Blamed Akshu . Akshu left me for my good but got blamed for what she never did .Akshu ko mai ghar laaya aapki wajah se aapke liye par aapko toh pehle hi sab pata tha right ,sab planning karke baithi thi aap .Aarohi ne laakh pareshanian khadi ki humari life mei .But see no one blamed her .Kyonki punching bag Mila hua tha naa free ka jab chaho verbal punch maaro jab chaho mental punch maaro kya farak padta hai baad mei sorry bol ke mana lenge.Maan jayegi .

Abhimanyu joined his hands infront of Manjiri .

Ab : Haath jod raha aapke please jaiye yahan se .Mai nahi kar sakta aapko accept dobara se.
Please

Aur tum dono ,abhi bhi time hai sudhar jao ,meri life mei interfere karna band karo .

Ar : Par humare share ka kya .

Ha : Konsa share

Ar : Jo Birla hospital Abhimanyu aur Aapne khada kiya hai usme bhi toh humara share hoga kyunki Neil bhi toh aapka beta hai .

Ha : Hak tab hota jab meri property hoti . Abhimanyu ki kisi bhi cheez par tum dono ka koi right nahi hai .

Ar : Aap aisa kaise kar sakte hai humare saath .

Ha : Out Of my house right now .

Harshvardhan showed them the door .They never accepted them at their doorstep . Harshvardhan Birla never thought that one day his ex-wife Manjiri will show up at his place demanding to meet his son . After 5 years she remembered she have an other son .
Abhimanyu came to his room only to find Akshara feeding her son.Abhimanyu went and lay beside her and his face in the crook of her neck .Akshara looked at him when she felt his tears . Seeing the baby slept she adjusted him and looked at Abhimanyu who had tears in his eyes .She made him look into her eyes and wiped his tears .

Ak : Don't cry for the people who don't care for us . Forget them as a bad past .

Ab : I can't Akshu ,The memories haunts me .Due to her I didn't had a good relationship with my father .She didn't stand for me never ever .She never thought of my happiness and now she came over for her selfish motives .Am I a robot Akshu or some feeling less creature who don't feel pain.I was in deep pain when you were not with me and there was no single day that she didn't pesture me for marriage.No single day .

Akshara hugged him tight rubbing his back . Leaving Manjiri for Akshu was the best decision.And having a family of his own was a blissful thing.His father was living his childhood through his baby.Their baby is the best gift of his life .If they might be in Birla House something might have happened because of which he could lose Akshu forever .
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
At Night

The house is all silent today . Abhigyan had slept early due to tiredness of whole day .Akshu , Abhimanyu and Harshvardhan had dinner in silence .No one was in mood to speak .Parth came in talking terms with his parents but not with the three. No one can after what they had done with Akshara and Abhimanyu especially Akshara .They only made her suffer more than anything .

Abhimanyu sat on his bad adoring his little baby while Akshara was doing her night time skin care.She also sat on bed applying moisturizer on her hands beside him .

Ak : Tum abhi bhi pareshan ho woh sab soch ke .

Ab : Nahi Akshu joh hume matter hi nahi karte unke baare mei kya sochna .Mai nahi chahta humara bacha unke baare mei jaane .Joh sautelepan ki line pad hi gayi hai woh mite .Joh compromise maine ,tumne kiya apne bachpan yeh kare Neil aur Aarohi ke bache ki wajah se .

He pulled her in his lap and she hugged him .

Ak : Is this our end Abhi .

Ab : Abhi toh bohot aage jaana hai hume .Isko bhi koi company dene wala chahiye naa .

Akshara hit his chest lightly.

Ab : Kabhi mujhe chod ke mat jana Akshu .Sukoon ho tum mera .

Ak : Never Ever .Itni asani se peecha nahi chutne wala tumhara mujhse agle 7 janmo ke liye tum sirf mere ho

Abhimanyu kissed her deeply.She is his sanity and insanity both .His love and obsession .She is his everything .And No one can change the facts that she is his .

************************

End with this story .

Hope you will like it

Do votes and comments.

Meet you tomorrow with a new update .

Till Then

Bye

Abhira - Short StoriesWhere stories live. Discover now