ABHIRA KA ABHIR(15.2)

2.7K 300 31
                                    

At Night

Abhir had slept earlier due to tiredness .Akshara sat in her balcony witnessing the night life of Mumbai.She never expected this her child to grow without a father .A lone tear escaped her eye thinking all this. What is the fault of her innocent baby .More tears escaped her eyes the more she tries to forget more it sticks to it .
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Next Day

Birla Mansion

Mah: Where the hell is your son Manjiri .

Man: Yahi apne kamre mei hoga Ruhi ke saath .

Mah : Tumhari Ruhi bahar garden mei hai Aarohi ke saath ,yeh dekho resignation letter ,board members ne bhi accept kar liya .

Manj: Didi koi galat fehmi hai aapko .Mai Abhi ko bulati hu .Abhi

She called him but got no response .She went to his room and it was empty gone was his things .

Man(shouting): Didi

Mah: Kya hua hai aise kyu chila rahi ho tum.

Man: Abhi apne kamre mei nahi hai .Naa uska saman hai .

Mah : Kya

Man : Hey bhagwan kahan chala gaya mera beta.

Aa : Maa Abhimanyu kaha hai ,Ruhi chup hi nahi ho rahi hai .

Mah : Abhimanyu babysitter hai iska ,joh wohi isse chup karayga.

Aa: Taiji aap mujhse aise baat kyu karti hai humesha .Meri kya galti hai .Sab uss Akshara ki wajah se hua hai.

Mah : Tumhare saath joh hua tumhari punishment hai that's your karma Aarohi not Akshara's fault ,Abhimanyu aur Akshara ka rishta toda unke beech mei aakar yeh galti hai tumhari . Akshara par jootha ilzaam lagaya tumne .Usse jaane par majboor kiya yeh galti hai tumhari .

Man: Didi Aarohi ko kuch mat boliye aur uss ladki ka aap itna favour kabse karne lag gayi .

Mahima ignored her and called Anand .

Mah: Anand Abhimanyu pata nahi kaha gaya resignation dekar .

Anand found it little weird and looked at Harsh who was drinking coffee casually sitting on sofa .He was the one who had slapped Abhimanyu after Akshara left Birla Mansion without anyone's knowledge .He really felt bad for that little girl who was punished without her fault .

Ana : Harsh Abhimanyu kaha hai

Har : Jaha hai safe hai ,yahan mujhe bharosa nahi hai kisi par uski safety ko lekar .Aur rahi baat Manjiri subha subha kaam dhandha nahi hai tumhe.

Man : Harsh ji kahan hai Mera beta mujhe bohot fikar ho Rahi hai .

Har : Tumhe fikar hai Manjiri .Agar jara bhi hoti naa toh uska dard samajhti ,usse tadapta hua dekhkar khush nahi hoti tum .Usse medicines ke overdose nahi deti .

Manjiri looked at Harshvardhan shocked while he spoke all this with so much hatred .

Mah : Harsh kya bakwas kare jaa rahe ho tum.

Har : Aapki behan jyada better explanation degi mujhse.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Abhir had woken up from his sleep and rolled on his stomach looking around . Akshara who had came out of washroom looked at her son who was looking around .

Abhira - Short StoriesWhere stories live. Discover now