Episode-45

2.5K 206 16
                                    


Enjoy Reading 😇

Continuing the same night;

Manish will try to talk to Dadi as she is the one who needs to understand actually. Once she will be sorted, then Naira will easily pull off her job life the way she wants to.

Entering in her Room:
Manish: Maa, aap se kuch jaruri baat karni thi?
Dadi(Being rude): Manish Agar tumhe Naira ko le k kuch baat karni hai toh mere paas inn faltu baaton k liye time nahi hai.
Manish: Isme faltu kya hai maa? Agar Naira apne career mein aage bhadhna chahti hai to isme kya galat hai?
Dadi: Mujhe uske career se problem nahi hai par woh Jo kisi aur k under kaam karna chahti hai, mujhe woh bilkul manzoor nahi hai.
Manish: kyun? Kyunki aapko samaaj ka darr hai!! Isliye?
Dadi(facing other direction): Ab main samaaj se kyun darungi?
Manish: Ye darr nahi toh aur kya hai maa? Agar samaaj k darr se hum issi tarah apne bacchon ka man maarte rhein na toh ek din hamare khud k bacche humse durr ho jaynge. Aur phir aapka ye samaaj bhi kuch nahi kar payega.

Dadi glared at him seeing his rude behaviour towards her but she didn't argue with him back.

Listening his voice, Swarna came sneaking in her room as she wasn't aware of what's happening?

Manish(Being Calm): Maa please, Agar aap ek baar usse keh dengi ki woh apni job start kar Sakti hai toh usse bhi khushi hogi aur hum sab ko bhi. After all, Bacchon ki khushi mein hi toh apni khushi hoti hai na.

Swarna interrupted saying "Manish jii agar Maaji nahi chahti hai toh aap unhe kyun force kar rhein hain? Ek baar aap unke side se bhi toh soch k dekhiye na? Jis tarah aap Maaji ko samajha rhein hain ussi tarah aap Naira ko bhi toh samajha sakte hain na ki woh ye job krne ki zidd chor de. Maine bhi toh apna career sacrifice kiya na. Kabhi-kabhi situations ko dekhte hue apno apne decisions lene padte hain. Maine kiya; Surekha ne kiya.....

Manish yelled at her in between saying...
"Iss liye tum chahti ho ki Naira bhi kare? That's what you mean?"

Swarna: Aap mein baaton ko galat samajh rhein hain...
Manish: Main bilkul thik samajh rha hun. Aur agar tumne aur Surekha ne apna career sacrifice kiya hai, toh woh tum dono ne apni marzi se kiya hai. Kisi ne tum dono ko force nahi kiya tha. Aur agar Naira apna career sacrifice nahi karna chahti toh hum jabardasti usse woh karwayein, Jo tum dono k saath hua!! This is exactly what u want to say?

And this time Swarna didn't have any words to debate on what she wants to convey.

Manish(Being Determined): Ho sakta hai aap log ko galat lage Jo main kehne jaa rha hun par meri nazar mein woh bilkul sahi hai. Agar aaj Kirti ne bhi mujhse aisa kuch chaaha hota toh main wohi karta Jo aaj main Naira k liye krne jaa rha. Woh kal se apni job join kar Sakti hai.

Adding further he said "I would not let her Career hamper just because of this so called society."

Saying this he left from there.

Dadi: Pata nahi Manish aur Kittu ko kya ho gya hai? Naira k alawa kisi ko kuch sujhta hi nahi....
Swarna: Maine toh Naira ko samjhaaya tha, Pata nahi phir se sab.....
Dadi: Usse samjhaane ka koi fayda nahi hai. Usse sirf apni zidd ki padi hui hai....
And there useless conversations has not found its ending point 😝

Next morning:
In Dining Table while having Breakfast,

Manish: Kartik tum Naira k saath Jao wahin jaa pehle she used to work. Rejoining and what are the necessary procedures to get on work there etc sab k baare mein puch k aana? Aur agar wahan nahi ho pata hai then we will look for some other companies.
Kartik(Looking at Dadi once yet being happy): Thank you papa for the approval.

Naira came near Manish for the blessings but Manish standing on his feet, hugged her and blessed her by keeping his hand on her head.

Going near Dadi and Swarna, She took blessings from them too. They are yet not convinced with what she has thought to pursue but still in an angry mood, they said "Khush raho."

YRKKH New VersionWhere stories live. Discover now