Chapter 4

1.3K 89 10
                                    

At Siddharth's home;

Siddharth's POV;

Sid: Dada, mummy kaha hai? [Dada, where is mummy?]

Abhi: Woh apni ek dost ke ghar gayi hui hai. Vishu bhi unke sath gayi hai. [She has gone to a friend's home, Vishu has gone with her.]

Sid: Oh. Waise aap kyu nahi gaye? [Oh. Why didn't you go?]

Abhi: Aise hi, man nahi tha. Abhi kaunsa case solve kar rahe ho tum sab? [Didn't feel like going. Now which case are you all solving?]

Sid: Woh ek area hai jaha par is mahine mein paanch logo ko maar diya hai ek killer ne. Koyi Navreet Kaur hai iss baar. [There is an area where a killer has killed five people within this month. This time its some Navreet Kaur.]

Abhi: Kya Nivi, mera matlab Navreet ko maar diya? [What Nivi, I mean Navreet was killed?]

Sid: Ha. Aap jante ho use? [Yes. You know her?]

Abhi: Ha. Mummy aur Vishu uske ghar hi gaye hai.[Yes. Mummy and Vishu have gone to her home only.]

Sid: Aap Ashnoor ko bhi jaante hi hoge tab to. Woh aaj hi idhar aayi hai do dino ke liye. [Then you might know Ashnoor also. She came here today only for two days.]

Abhi: Noor aayi hai? Uske sath aur koyi aaya hai kya? [Noor has come? Has anyone else come with her?]

Sid: Nahi par ha Avneet Kaur naam ki ek ladki aayi thi. Wo Ashnoor ko drop karke chali gayi. [No but a girl Avneet Kaur had come to drop her then went away.]

Abhi: Avneet Kaur kaun hai? [Who is Avneet Kaur?]

Sid: Pata nahi, ek doctor hai wo, Ashnoor ke saath rehti hai. Woh sab chodo mai change karke aata hu. [Idk, she is a doctor, lives with Ashnoor. Anyways I'll change and come.]

Abhi: Ha.

Mai change karke aaya tab dada phone pe baat kar rahe the. Thodi der baad unhone phone rakha aur seedha kitchen mein chale gaye. Mai unke piche gaya aur woh kuch dhund rahe the. [I came back to see dada talking on phone. After sometime he kept the phone and directly went to kitchen. I went behind him to see him searching something.]

Sid: Kya dhund rahe ho aur kiska phone tha? [What are you searching and who had called?]

Abhi: Mummy ka phone tha. Kal hume bhi waha jana hai aur mummy udhar hi rukh rahi hai. Mai apni bike ki chaabi dhund raha hu, Vaish ko lene jana hai. [It was mummy. We have to go there tomorrow and she will be staying there only. I'm searching for my bike keys, I have to pick Vaish.]

Sid: Gadi le jao na. [Take your car no.]

Abhi: Par mujhe bike pe jana hai. [But I want to take bike.]

Sid: Ohh ab mai samjha. Waise aapki bike ki chabi mere paas hai. Mai aaj aapki bike le gaya tha meri nahi chal rahi thi isliye. [Oh I understood now. I have your bike keys, I took your bike today as mine wasn't working.]

Abhi: Pehle nahi bata sakta tha. Ab de, late hua to Vishu naraz ho jayegi. [Couldn't you say it before. Now give it, if I get late Vishu will get angry.]

I started laughing seeing his face.

Sid: Seedha bolo na ki bhabi ke bina man nahi lag raha aur unse milne ke liye bahut desperate ho rahe ho. [Directly say it no that you are missing bhabhi and are desperate to meet her.]

Abhi: SIDDDD...

Sid: Acha sorry ab jao wo wait kar rahi hogi. [Ok sorry now go she is waiting.]

As soon as I gave him the keys he ran to his bike. Half an hour later they came back home.

Abhi: Sid, kal jaldi aana hume Noor ke ghar jaana hai. [Sid come early tomorrow, we have to go to Noor's home.]

Sid: Thik hai. [Ok.]

They all went to sleep.

Somewhere in Mumbai;

Someone's POV:

Mai apni target tak pahunch jaunga kal aur uske dusre ghar jaakar use aur uski dost ko maar dunga. Ek family ko toh mai khatam kar chuka hu ab dono Kaur families ki baari hai. In sab ke marne ke baad mera raaz bhi chupa rahega. [Tomorrow I'll reach my target and go to her other home and kill her and her friend. I've finished one family already, now is the turn of both the Kaur families. Once all of them die my secret will be hidden forever.]

POV ends.

___________________________________________
Hey guys
Chapter 4 is out
Vote and comment
Who is someone, what revenge does he/she want and what secret?
Who is the next target ?
Bye

Undying LoveWhere stories live. Discover now