KUCH BHI !? (ROMILA THAPPAR)

313 37 83
                                    

Swagatam Su-swagatam !

Disclaimer - Aaj hum ek Maha prapanchi, nirlajj historian ko expose karenge, jinhone hume jhooth ke alawa kuch nahi sikhaya !

Yeh woh hai jiske karan Indians ko aaj bhi unka glorious history malum nahi. Yeh woh hai jinhone real history ko chhupaya hai !

□□□□□□□□□□□□□□□□□□□□□

Let me introduce you to someone who is apparently 'one of the greatest historian' of India, Romila Thappar.

Let me introduce you to someone who is apparently 'one of the greatest historian' of India, Romila Thappar

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Yeh woh hai jinke dono paer kabra mei hai fir bhi propaganda karna nahi chhodti. Inki umar (90) se zyada toh inhone propaganda kiye hai.

Romila Thappar was the General President of the Indian History Congress in 1983, the same time where most of ncert books were written.

Toh aap samajh hi gaye honge ki Ncert ke baseless hone mei inka bahut bada haath raha hoga.

Aao inke claims dekhte hai.

Romila thapar has claimed that as a king Yudhishthir was inspired by Ashoka the great. Here's the video -

KUCH BHI !?

Basically yeh keh rahi hai ki Mahabharat Mauryo ke baad huya. Chalo maan lete hai. Lekin mere kuch prashn hai.

Ashoka ke grandfather kaun ?
Chandragupt maurya.

Chandragupt maurya ke mentor kaun ?
Vishnugupt Chanakya.

Chanakya ka ek famous work kaunsa hai ?
Arthashastra.

Arthashastra mei Chanakya ne kiska example diya hai ?
Samrat Yudhishthir aur Nishadraj Nal.

Arthashastra mei Chanakya ne kiska example diya hai ?Samrat Yudhishthir aur Nishadraj Nal

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Yeh dono hi raja Mahabharat mei hai. Toh agar Mahabharat Ashoka ke baad huya hai, toh Arthashastra jo Ashoka ke pehle likha gaya hai, usme Yudhishthir ka example kaise diya hai ?

BHARATVARSHWhere stories live. Discover now