KUCH BHI !? (MUGHALS 2)

586 60 142
                                    

Aapka punah swagat hai !

Disclaimer - Yeh wali roasting pichle chapter se zyada ghatak hogi. Kripiya bed ke bicho-bich baithe nahi toh kya pata has ke gir jayenge.

□□□□□□□□□□□□□□□□□□□□□

Akbar ke baad jo Mughal aate hai woh Jahangir, Shah Jahan and Aurangzeb.

Sabko lagta hai ki Jahangir aur Shah Jahan bahut bade lovers the, true lovers ! Pyaar ki misaal the yeh dono !

KUCH BHI !?

Agar bade baap ki nalayak aulad ka personification dekhna chahte ho toh woh hai Jahangir aka Salim.

Akbar ne Mughal empire ki boundaries itni badhayi ki Jahangir ko kuch karne ki zaroorat hi nahi padi. Sheikhu baba ka pura time paintings, daru and aashiqi mei beeta.

Anarkali aur Salim ke baare mei toh sab jaante hai. Lekin mujhe ek cheez samajh nahi aayi ki yeh Akbar jo apne time mei bada 'romantic' huya karta tha woh yaha itna pagal kaise ho gaya ?

Like haath dho ke pada tha Salim Anarkali ke piche....ab Anarkali ek low class maid/dancer thi shadi ke baad queen na banti chalta, Salim khush toh rehta....

Lekin nahi...."CHUNWA DO ISS KANIZ KO DEEWAR MEI !!!" Akbar sathiya gaya tha yaha. Fir Anarkali ke baad Salim ki life mei aati hai Noor Jahan.

Iss aurat ki tarif karni padegi, Mughal empire ko Akbar ke baad issi ne sambhala, Salim toh aiyash tha, daru, paintings, hunting mei laga huya.

Next up we have Shah Jahan.... Aiyash baap ki aiyash aulad. Isne bhi Mughal empire ki boundaries ko badhane ki koshish nahi ki.

Yeh sirf do cheezo ke liye famous hai, Mumtaj and Taj Mahal. Shah Jahan ko kehte hai ki he is the symbol of Love !

Ek baat batayu ? Shah Jahan ki 8 wives thi jisme Mumtaj 4th thi. Mumtaj ki death ke baad this guy had sexual relations with his own daughter Jahanara because she looked like her mother Mumtaj.

 Mumtaj ki death ke baad this guy had sexual relations with his own daughter Jahanara because she looked like her mother Mumtaj

¡Ay! Esta imagen no sigue nuestras pautas de contenido. Para continuar la publicación, intente quitarla o subir otra.

Isse true love kehte hai toh havas kise kehte hai ? Aiyaashi kise kehte hai ?

Shah Jahan ne India ko loot liya Taj Mahal banane mei. Iss budhau ko ek aur Taj mahal banana tha black marble ka original ke saamne.

Woh toh Aurangzeb ne throne chhin liya aur Shah Jahan ko umar kaed ki saza di, nahi toh bikhari bana ke chhodta yeh humare desh ko.

Ab baat karte hai Aurangzeb ki, he took the throne after killing his elder brother Dara Shikoh. He is regarded as one of the most cruel kings of India. He expanded the boundaries of the Mughal empire.

He broke temples, he banned art, he banned music, he was completely against Hindus and very often massacred them.

Kintu itihaas gawah hai ki har Mughal Shehensha ko uski aukat yaad dilane ke liye ek Hindu Maharaj aate hai.

BHARATVARSHDonde viven las historias. Descúbrelo ahora