3

2.9K 316 11
                                    

Happy reading people.
I hope you all are liking it.
Pls support this story as well.

You will get all kinds of emotions in this story. But give it some time.

Lets start with the story.

Teju apne friend vidhi ko call karti hai.
She has taken a leave for two days.
Usko thoda relax karna tha. Plus apna resume bhi update karke job posting karne tha.
Vidhi: hello baby, kaisi hai.
Teju: main thik hu. Tu bata. Aaj free hai kya. Can we meet.
Vidhi: ha ha. Aaj jyada kaam nahi hai mujhe so we can. Ek kaam karte hai. Lunch ke liye milte hai apne favorite cafe mein. Mera meeting vahi pe paas mein.
Teju: ha thik hai.

Dono baat karke call cut kar dete hai.
Teju apne mom ko inform kar deti hai ki wo lunch ke liye nahi hai. Aur apne room mein baith kar job opportunity search karne lagti hai.
Uske papa room ke paas khade hokar usko dekhte hai aur fir waha se chale jate hai.

Teju ki maa aur dad dono living room mein baithe hue the.

Tm: hamari teju kitni kam age mein itni samazdar ho gai ha na.
Td: ha. Meri bacchi ne life ko enjoy hi nahi kiya.
Tm: bas ab isko ek acchi job mil jaye. Fir is year mein main iske liye ek accha sa ladka dekh kar iski shaadi kara dungi.
Td: thik hai. But jaldbazi mat karna. Aur usko pressurized mat karna. Jo bhi hai uske marzi se ho. Meri beti shaadi apne pasand se hi karegi.

Tm: ji thik hai.

Yaha teju apna kaam khatam karke ready ho jati hai vidhi se milne.
Wo apne room se bahar aati hai aur tm aur td ko hug karke nikal jati hai.

Vidhi bhi apne kaam se free hoke cafe pahuch jati hai aur teju ka wait karti hai.

Ye hua teju ke side wala scene
Ab chalte hai karan ke side pe.

Karan ne Omi ko ek assistant arrange karne ke bol rakha hai.

Karan apne cabin mein baith kar file apdh raha tha tabhi Omi enter karta hai.

(Bata du, Omi bahot flirt karta hai ladkiyo ke saath but never cross his limit).

Omi ki ek friend hai jo job dundh rahi thi to Omi usko leke aata hai Karan ke paas.

Omi: bhai, ye rahi aapki new assistant.
Iska naam shreya hai.

Shreya Karan ko hello bolti hai. Aur bas usko dekhti hi reh jata hai.
Love at first sight samzo.

Karan: hello miss shreya. So aapko pata hai aapke kya kya responsibility hai.
Shreya: ji sir. Main aapko koi shikayat ka mauka nahi dugni.

Karan: good. To abhi aap jake mere current assistant se sara kaam samajh lena aur kalse time pe aa jana.

Shreya ha kehkar waha se chali jati hai.
Karan; Omi, ye pakka thik se kaam karegi na. Mujhe koi problem nahi chahiye. I have trusted u on this.
Agar isne galti ki to main isko nikal dunga.
Omi: bhai, don't worry. Wo kar legi.
Karan: thik hai. Jaa tu. Time se ghar chala jana. Mujhe late hoga aaj.

Omi: thik hai. Aap bhi try karna jaldi ane. Aap jante ho na aapko koi wait karta hai har roz.
Ye sunke karan ke face pe ek smile aa jati hai.

( kaun hai ye aapko baad mein pata chalega)
Karan nodded aur apne kaam mein lag jata hai.

Tabhi Karan ko call ata hai meeting ke liye jiske liye usko bahar jana hai. As it is a lunch meeting.

Karan ready hokar apne assistant ke saath chala jata hai.
Uski car ek cafe ke samne aake rukti hai. Karan aur uska assistant neeche utarte hai.
Tabhi karan ke nazar cafe ke entrance pe ek ladki pe jati hai.
Wo koi aur nahi apni teju hi hai.
Teju cafe mein enter karne hi wali hoti hai tabhi ek ladke se takra jati hai aur uska bag gir jata hai.

Wo ladka jaldi mein hota hai to sorry keh kar chala jata hai.
Teju usko curse kar rahi hoti hai aur apna saman utha rahi hoti hai.
Karan uske expression dekh kar smile karta hai.

Karan: kya ladki hai. Waise cute hai kafi..

Karan in mind- ye kya kar raha hai tu. Kisi ladki ke bare mein kaise soch sakta hai. This is wrong. Stop it 

Wo apne thought ko ignore karke cafe ke andar meeting liye chala jata hai.

Teju bhi apna saaman bag mein dalkar andar jati hai aur vidhi ko dekh kar hi karti hai.

Aaj ke liye itna hi.
Keep voting.
Keep loving..

dil se connectionWhere stories live. Discover now