Grah Udyog Inaugration

2.4K 133 2
                                    

The Inaugration Day Of Grah Udyog. In Morning while everyone getting ready to leave the house.

Bondita was wearing a beautiful Pink Banarsi silk saaree and looked like a Queen in it. She possessed the charm and royalty as that of Queen, Beauty and innocence as that of princess. Anirudh wore a red kurta and white dhoti. Everyone went to the sight of Inaugration. Entire village was there.

Trilochan roy chaudhary Inaugrated the grah udyog. After Inaugration and breaking the coconut and all the ceremony. He adressed the people of Tulsipur and said.

Trilochan- Yeh sab Dugga Ma ki kripa hai ki hume itna kuch diya hai , yeh grah udyog hum apna vyaapaar krne ke liye nhi shuru kiya hai ... iska jo bhi munafa hoga uska bs 10% hum rkhenge aur baaki sab daan kr denge, Yeh grah udyog humare Tulsipur ke logo ko rozgaar dega aur isme aadmi aur auratein dono kaam krengi.... Aur iss grah udyog ki zimmedari humari Bahu Bondita roy chaudhary ki hogi.

Bondita was surprised to hear she will be handling the responsibilities of grah udyog .

Everyone clapped with a smile on their face.

Trilochan- Aap sab se pehli naukari ki baat kr li gyi thi aur aap me se bohoton ko naukari mil bhi gyi hai , par abhi tak jitne logo ki jagah thi wo poori bhari nhi hai to aap ab bhi naukari ke liye sifaarish kr skte hain.. hume aur khushi agar auratein thodi aur aage badhein aur yaha kaam kre.. abhi bhi bohot saari auvatein hain par jitna humne socha tha usse thodi kam hain to aap sab chahe to iss udyog ke naye niji sahayak Kadambini Devi ke paas apna nivedan patr jama krwa skte hain.

Everyone looked happy.

After Inaugration everyone went to their home.

In the Roy Chaudhary Mansion

Bon to Bihari and Koyali- Sab kuch ki tyaar haina?Hum kal wapas aa jayenge tab tak aap log khyaal rkh lenge na ?

Bihari-Choti malkirn aap chinta mt kijiye hum sab smbhaal lenge.

Bondita smiled ansd said- Saare saman gaadi me rkhwa dijiye na pls.

Bihari- Aap sab ek hi gaadi me kese aayenge?

Bondita- Me, Kaka sasurji, sasurji aur Pati Babu hi jaa rhe hain. Bhari Babu.

Bihari- Acha.

Bon- Isiliye poocha smbhaal lenge na aap?(and then laughed)

All of them left for Calcutta.

They were staying at relative's house.

Trilochan-Kese hain aap Anand Babu?

Anand- Hum badhiyaan hain aap bataiye....

Trilochan- Hum bhi badhiya hain.

Anand- Binoy Babu aap kese hain aur karobaar kesa chal rha hai?

Binoy- Me achra hun aur karobar ab mera beta smbhaal rha hai .. mene usko apna business saunp ke last year hi retirement le li thi.

Anand looked towards Anirudh thinking that he was the one handling the business.

Ani(cleared his confusion)-Areey nhi nhi kaka me nhi.. mera chota bhai Somnath smbhaal rha hai baba ka business.

Ksj- Ha Anirudh to Barrister hai aur yeh uski patni Bondita yeh bhi Barrister hai.

Anand - Achaa.. Khoob bhaalo... Upar waale ne hi jodi bnake bheji hai.

Anand- Kamla... Kamla...(calling out her neice)

Kamla enterrs and touches everyones's feet. She is a 17 year old girl,whose mom dad passed when she was 6 years old.

Anand- Jaao sabke liye paani laao.

ANIDITA - THE BARRISTER COUPLEWhere stories live. Discover now