Chapter 1

361 6 0
                                    



Maithili's POV

200 saal hum is kamre me bandh hun. Kahene ko tou hum ek vampire hay rat ki shaktishali creature por kitni bebash hay hum, hum iss kamre se bahar bhi nehi ja sakti.

Is kamre ki hare k exit point silver se bani huyi hai or ye karma silver chain se muri huyi hai jo vampires ki kamzori hai. Insani zindegi hum ek Rajkumari huya korti thi jo kisike samne kavi bhi jukna nehi sikha jiski gurur jiski ahem use kabhi halat se samjhotha korne nehi di thi jo zindegi apni marzi se jiti thi aj aj 2 shadiya main is kamre se bahar bhi nehi geyi. Or in 200 saal ki hare k pal main hum ne apni pyaar apni mahbub ko yaad kiya uski intezar kiya. Intezar kiya wo ayega humhe bachane, is kayed se mukt korne par nehi aya wo. Us din job hum mat se lad rahi thi agg ki lapto main tou hum ne socha tha wo ayega hume lene apni tarah banana por wo nehi uski bhai aya. Uski bhai Sidharth.

Sidharth!! Sidharth ne humhe ye mrit insan ki zindegi di hay. Us rat us agg ne hum 3no ki zindegi yaah mat keya karu ... badal diya uss agg se humhe bachane ki kaushis me 2 no bhai apni inshani zindegi gabaya hain. Shuni hai ke 2 vampires ne un dono ko bachaya or unhe vampires banaya apni coven me jagah diya apni bete ki tarah rakha. Uss rat neya neya vampire ban ne ki bad Sidharth aya humhe bachane yah kahu iss mrit insan ki zindegi dene ar apni bandini banake rakhne.

Jab se apni iss zindegi ki akh khuli tabse hum iss kamre main band hay. Sirf upar ki khuli si jagah se Ashman dikhti hain. Har 2 din bad ek insaan humhari samne feka jata hain jiski khoon choos ke hum zinda hay.

Humse milne sirf Sidharth ata hain. Our har bar humse apni pyaar ki ishar korta hain. Par kaise samjhayu use wo job hi kore hum se pyar kore ya humhe saja de ya iss ghar main bandini banake rakhe por hum uss pyaar nehi kor sakte hum sirf or sirf Abhayedra se pyaar korte hay. Apni insani zindegi main bhi humne in 2no bhai mese se Abhayendra ko chuni thi our aj bhi main sirf Abhayendra ko hi chunte hay

Sach kahu tou hum Sidharth se nafrat korte hay itni nafrat sayed koi kisi se na kore. Usne humhe hamare Abhayendra ko apni chote bhai ko itni bari dhokas diya hai. Aj job hi hai hum 3 no ye iski bajah se hai.

Hum Rajkumati Maithili Pandher ki Rajkumari huya korte the. Our mahal se bahar na ja sakte the isi liye hamhare jada dost nehi the bajpan se hamhari sirf 2 dost the Sidharth aour Abhayendra ye do bhai jo mahal me hi rahte the or unki uncle hamhari state ke liye kam korte the. Por bahat kam umar main unki parents guzar gaye or hum un dono ki aur karib aa gaye. Hum 3 no sath mein hi apni prashikhsan lene lage parai ki bhi our sastra siksha ki bhi. Dekhte hi dekhte saal guzar gaye our hum jaban ho gaye. Humme khubsurti gurur ahem zid sab kuch jo ek ladki ko perfect princess banati thi. Bahat raja rajkumaro se humhari liye rishta ane lage par main apna dil Abhayendra ko de chuki thi. Humhari Abhayendra Pandher ki sabse kabil sabse handsome 18 saal ki nauzaban. Por is raj gharane ki niyamo ki baza se hum ko apna rista chupana porta tha hum rat ki andhere me chup chup ke milte the,hamhare bare me sirf Sidharth our humhari ek saheli ko pata tha. Bahat khush the hum. Pore ek din achanak Sidharth ne humse pyaar ki ishar kiya our 2no bhai main jhagra ho gaye. Humhare waza se 2 no ki rista khatam ho gaye hum ne samjhane ki kousish ki Sidharth ko por usne kaha wo mere pyaar ke liye kuch bhi korega. Por pata nehi tha usne itna bara dhoka dega jo hum sobko barbad kor dega. Usne hamhari pita ko hum dono ki rista ki bare mein bata diya jo ye bardash na kor paye our Abhayendra ko jail main bandh kor diye. Hum ne abhayendra ko chura liye our bhag ne main madat kiya por wo dhokebaj ne haume pakra diya our apni shhan bachane ke liye hamhare pita ne hume jinda jalane ki kousish kiya. Sidharth ko fir bhi akal nehi aya 200 saal mujhe bandini banake rakha our har mahine ake apni pyaar ka daba korta hain. Nafrat hain us din se jab hum use mili thi. Nafrat hain sidharth humhe tumse.

Achanak ek awaz huyi dorwaza dhire se khula jo witch mari dekhval korta hai wo humhari shikar ke liye ek insan layi hain our bola aj Sidharth ane wala hain humse milne. Kuch khas hai toh usne kuch kapre bhi veja hain. 

Meri nazar se Pyaar ki ye kahaniWhere stories live. Discover now