Chalti Ka Naam Zindagi

216 39 30
                                    

Achanak se..meri bikhri zindagi mein tera yuh kuch is tarah se daakhil ho jana,
Achanak se..tere ek ajnabee se mera sab kuch ban jana,
Achanak se..mere chehre ki tera yuh laali ban jana.

Kya kahu ise aakhir..kaisa yeh ehsaas hai.
Milon durr ka raasta hai,
par tu phir bhi kitna pass hai.
Tha toh tu bhi koi anjaana,
par ab tu hi sabse khaas hai.

Lafzo mein shayad yeh bayaan karna mujhe aaye bhi na,
Is mohabbat ko tujhse shayad jatana mujhe aaye bhi na.

Meri khamoshi ko padhne ki
aadat bhi tujh mein na jane
kab aayegi,
Par jab bhi keh na payu kuch..tere gale se lag meri aankhein jarur bhar aayegi.

Achanak..behadd hi ajeeb alfaaz hai yeh. Shabdo aur vaado se bahut pare. Dekhiye na ek din achanak hi Sameer, Naina ki zindagi mein aa gaya aur achanak hi ek din woh uski poori zindagi bhi ban gaya. Achanak hi ek din woh do se ek ho gaye aur achanak hi ek din do logon ka pyaar, chaar logon ka parivaar ban gaya. Aur yuhi achanak ek din sab ujad gaya, khwaab jakham ban gaye aur aankhein ashko se saj gayi.  Bas..achanak hi..sab sawara bikhar gaya.

Looking at the broken pieces of family photograph; Naina felt a sudden ache within her not just because the broken glass pricks her finger, but seeing the loss of beautiful moments that she had herself witnesses.
While walking down the memories lane of the celebration of 25th Wedding Anniversary, she smiled a bit but a tear rolls down on her cheek. Because the void of absence still feels like the old scent sprinkled on the closet of recollection of past times.
She wipes her eyes, and keeps the broken frame aside. Just like a piece of puzzle gets lost amongst many such pieces jn the same way we sweep all the scattered memories in one corner to get back to our busy life.
Opening the curtains of the room, and allowing the light of dawn to enter, she gets back to her routine.
A while later, at the garden of her new address, she was watering the small plants after switching on the Radio, and humming it alongside.

Zindagi ke safar mein
guzar jate hai..jo maqaam,
Woh phir nahi aate..
Woh phir nahi aate..
Phool khilte hai,
Log milte hai..magar,
Patjhad mein jo
phool murjha jate hai,
Woh baharon ke aane se
khilte nahi.
Kuch log ik roz jo
bichad jate hai,
Woh hazaaron ke aane se
milte nahi.
Umar bhar chahe koi pukara kare unka naam,
Woh phir nahi aate..
Woh phir nahi aate..

However, next minute someone came from behind and changes the radio station, played a soulful happy song. Holding Naina's hand, they both starts swaying to the rhythms of the melody being played.

Zindagi ek safar hai suhana,
Yahan kal kya ho kisne jana.
Arey o leiyo leiyo oleiyo leiyo
Oleiyo leiyo oleiyo leiyo.
Haste gaate jahaan se guzar,
Duniya ki tu parwah na kar.
Muskurate hue din bitana,
Yahan kal kya ho kisne jana.

Naina- Toh kahan gaye the subah subah.

A middle aged man enters in the garden with tray in his hands.

Kaanji- Hum batate hai Bhabhi ki kahan gaye the. Woh kya kehte hai angrezi mein Marning walk par.

Naina- Kaanji Bhaiya aap bhi saath gaye the.

𝐓𝐄𝐑𝐄 𝐋𝐈𝐘𝐄जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें