Chapter 4:- Unknown Connections

31 9 0
                                    

There was a cup of coffee kept on Veer's table. Under it was a note in which "good morning" was written. Veer was surprised by this act.

Veer (surprised): Wow!!! Morning coffee with a beautiful note.

Natasha enters Veer's cabin.

Natasha: Good morning, Sir...

Veer: Good morning, Natasha. Now tell me, what favor do you need?

Natasha: Actually, Sir, I need a half-day today.

Veer: Natasha, you are a new intern right now and you want a half-day. If you are comfortable, may I learn the reason, please?

Natasha: Actually, Sir, aaj 21st day hai aur mein har mahina ki 21st ki evening ko library mein spend karti hu. So, Sir, I wanted a half-day leave today.

Veer (thinking): Today toh I also have to go to the library. Par thodi der mein dad bhi aane wala. Aaj isse jana data hu.

Veer: OK, Natasha, tum aaj half-day leave le sakti ho par next time onwards pehle se bata dena.

Natasha:- Sorry sir, next time se mai dhyan rakhugi.

Veer:- OK you may go.

Veer recieves a call and Natasha leaves from his cabin.

Veer:- Aap kaha ho aur kitni dar mein aana wala ho.

Voice:- Arre mein rasta mein hi hu bas 5 min mein tumhara cabin mein pouch jauga.

Veer:- OK come fast. Take care.

Voice:- You also take care.

Natasha was in hurry as she was late and Roohi was waiting for her in her cabin.

Roohi:- Yeh ladki humasha late ho jati hai. Kya karu mai iska.

Natasha was in hurry and Roohi came out of Natasha's cabin. Natasha in a hurry banged into someone. All her papers spread over the floor.

Natasha:- I am sorry sir in a hurry I didn't notice you.

Voice:- it's ok everybody does mistake it is alright.

Roohi came there and saw the whole scenario.

Roohi:- Natasha seriously can't you walk straight.

Natasha:- Sorry Di but please help me right now.

Roohi and Natasha started to pick all the paper from the ground. While picking paper they accidentally touched the man's feet.

Man:- May God bless your life with joy and happiness. Unknown to him he felt a happiness when they touched his feet.

Roohi-Natasha:- Thank you uncle for blessing.

Man:- I think I know you. Tum dono ko dekh kar lag raha hai ki tum dono se koi purana rishta hai.

Roohi-Natasha also felt the same thing.

Natasha:- Mujhe bhi aise lig rha hai ki hum aapko janta hai.

Roohi:- stranger hoka bhi aap mein koi aapna sa feel ho raha hai.

Veer saw the whole scenario from his cabin and came outside.

Veer:- Dad aap aa gaya???

Anand:- nhi mera bhoot khada hai.

Natasha-Roohi laughed standing at side.

Veer:- Natasha tumhe bohut hassi aa rahi hai. Tum se thik se chala nhi jata har kisi mein takrati rehti ho.

Natasha:- Sorry sir.

Roohi:- I think maine tumhe kahi toh dekha hai.

Veer:- Ha Roohi mai tumse library mein mila tha uss din.

Roohi:- Oh han Veer right.

Veer:- Yes aur mera dad hai Anand Khurana.

Roohi-Natasha:- Nice meeting you uncle.

Natasha:- Uncle I am Natasha, Natasha Singhania.

Roohi:- And I am Roohi Singhania. People call be Rooh.

Anand was shocked after hearing there names.

Anand:- You are Singhania's. Are you daughter of Vijay Singhania and Gayatri Vijay Singhania.

Roohi-Natasha:- Yes uncle par aap ko kaise pata. Aap janta hai unn dono ko.

Anand (I don't think Vijay told them about me and Janvi):- Nahi actually woh bohut bada business man hai isliya todha idea hai.

Roohi:- Sorry uncle hum dono ko aab Jana hoga nahi toh hum dono late ho jayega.

Anand:- OK beta bye. Tum dono se milkar bohut acha laga. Aise laga koi apna sa mila ho bohut saalo baad.

Roohi and Natasha left from there and Anand was happily looking at him.

Veer:- Dad Mujhe aisa kyu lag raha hai aap unn dono janta hai.

Anand:- Janta nhi hu. Par pehli mulakaat mein hi mera dil mein jagah bana li janvi ki tarah.

Veer:- kya dad.

Anand:- kuch nhi. Chal cabin mein mujhe tujhse important baat karni hai.

Veer:- kya baat hai dad.

Anand:- kal business party hai aur tujhe bhi chalna hai.

Veer:- dad Mujhe party pasand nhi hai.

Anand:- Par kuch nhi tujhe chalna hoga toh hoga. Nhi toh mai tujhse baat nhi karuga.

Veer:- dad sirf aapke liya jana ke liya tayaar hu nhi toh kabhi nhi jaya.

Anand:- shabash, now tell me tum shaadi kab karna wala ho.

Veer:- phele bhai ki toh kardo phir meri dekhta hai.

Anand:- Chal thik hai.

Words:- 772

"Unexpected Destiny: Threads Of Fate"Tahanan ng mga kuwento. Tumuklas ngayon