Bondita in dilemma

636 44 0
                                    

In previous chapter shuvo and Thaku ma asked bondita to got married.

Shuvo : ha gudiya aab tujhe apne bare main sochna chahiye.shadi kar leni chahiye.

Bondita got shocked. she recall scott that how can she get married to someone else?

Bondita : par dada....

Shuvo : kiya gudiya. Tere liye ladka bhi dhund liya hain.

Bondita : kiya? 😟

Shuvo : Binoy uncle or subrah kaki yaad hain tujhe?

Bondita noded her head in denyal.

Thakuma : dekha sab bech khayi vilayat jake.

Shuvo : usko kaise yaad hoga?  woh to tab bohat choti thi thakuma.  koi baat nehi main tujhe batata hu. Binoy Roy Chowdhury baba ke best friend or bussiness partner bhi. abhi Binoy uncle mere bussiness partner hain.

Bondita : ha to..?

Shuvo : unka bada beta bohat hi accha ladka hain. Maa baba or Binoy uncle ne jab tum dono chote thei tab hi tum dono ka rista tay kar diya tha.

After hearing this a drop of tears rolled from her eyes.She felt like someone snached her land away under her feets.

Bondita : par dada? bina mujhse puche kaise....?

Thankuma : bhul maat tu ladki hain or yaha ladki ki marzi nehi chalti.

Bondita : aisa kiyu thakuma dada? kiya ladkiyo ki koi iccha nehi hoti?  ladko ko puri azadi hain unka jeevansathi chun ne ka par ladkiyo ko kiyu nehi? ladke or ladki main itna bhedh bhao kiyu? kiya shadi shirf ek ladka ladki se karta hain ek ladki ladke se nehi?

Thakuma : par yehi samaj ki reet hain. sadiyo se yehi ho raha hain.

Bondita : agar sadiyo se yehi ho raha hain to zaruri nehi ki age bhi aisa ho.

Shuvo : par gudiya yehi to niyam hain.

Bondita : aise niyam ka kiya faidah jisse kisiko apna paks rakhne ki azadi nehi? yeh niyam shirf ladkiyo ke liye hi kiyu?

Thakuma : teri jubaan kuch ziyada hi chal rahi hain. aurrat jaat ko apni zuban or anshoo kabu main rakhna chahiye.

Shuvo : dekh maa baba ne agar chunah hain to tere acche ke liye hi chunah hoga.

Bondita : par mujhe yeh shadi nehi karni...dada...main aise admi ke sath kaise zindegi bita sakti hu jisse main janti tak nehi?

Thankuma : kiyu nehi bita sakti? teri maa ne bhi to tere baba se biyah kiya tha jabki woh dono ek dusre ko jaante tak nehi thei. or tere dada or boudi ko hi dekh le yeh dono bhi to nehi jaante thei fir bhi dekh kitne khush hain yeh dono.

Bondita : par mujhe khushi kaise mil sakti hain aise insaan se shadi karke jisse main piyaar nehi karti.

Thakuma : nehi karti to kiya hua shadi ke badh ho jayegi.

Shuvo : ha gudiya.

Bondita : kiya piyaar karna itna ansan hain ki kisi se bhi ho jayega? nehi dada thakuma.

Thakuma : tujhe bada giyan hain piyar ke bare main kahi tu...

Shuvo : kiya tu kisi or se piyaar karti hain?

Bondita : ha dada....

Thakuma : yeh tu kiya keh rahi hain? tujhe pata bhi hain tu kiya keh rahi hain?

Shuvo : nehi ek min thakuma. Bondita tu kisse piyar karti hain? kon hain woh ladka?

Bondita : Woh...woh mere sath london main padhta tha. or hum dono ek dusre se piyaar karte hain.

Anidita Belongs to eachother (complete☑️)Where stories live. Discover now