Shish mehel

616 81 15
                                    

Bondita was thrown on a floor. She was facing the back of a lady.

Men 1 : dekhiye hum kisse laye hain?

Men 2 : hire se kam nehi hain.

Men 3 : iske liye to hum mote ank ka paisa lenge.

Lady: accha aisa kon hain..

The lady turned. She was wearing some weired silk dress with jeweleries. But her one eye was hidden. Bondita looking at her with wonder. The Lady came to her and cupped her face. Yeah it was none other than our tarabai.

Lady : sahi keh rahe ho tum sab bohat hi khubshoorat hain bilkul hira hain hira ya fir usse bhi ziyada chamak hain iske chehre main.

Bondita : waise aap bhi kam nehi hain mujhse.

Tarabai : badi hosiyar hain tu? aate hi makkhan laga rahi hain?

Bondita : main makkhan nehi laga rahi hu main to sach keh rahi hu.

Tarabai laughed and adore her.

Tarabai : mujhe to yeh bohat acchi lagi. yeh rahi iski kimaat.

Tarabai threw few bundles of notes infront of  the mens.

Tarabai : swagat hain tera tarabai ki duniya main. yaha to sare aurrat ko sitara samjha jata hain par tu to chand hain Chand. ish chand ka naam kiya hain?

Bondita : Bondita...

Tarabai : Bondita nehi munmun. aaj se tera nam munmun hain.

Suddenly tarabai saw few of her servants  staring bondita. Tarabai roared.

Tarabai : aiii khabardar jo tum logone iski taraf ankh uthake bhi dekha to warna zinda nehi chodungi tumlogo ko samjhe?

Ramaiya and suraiya came there

Tarabai : or tumdono iska khas dhiyaan rakhna warna saja malum hain na?

They noded their head and took bondita with them. On the way she was looking the whole sishmehel.

Bondita : aapdono ka naam kiya hain?

Ramaiya :  yeh hain suraiya or main ramaiya.

Bondita : aapdono yaha kabse ho?

Suraiya : hum to yaha bachpaan se hain.

Bondita felt bad hearing that. They took her in a room and gave her cloths.

Suraiya : jaldi se yeh sab pehenke niche ajao.

They left. Bondita saw the cloths.

Bondita : yeh sab kaise kapde hain?  main yaha aa to gayi par wapas kaise jayungi?  par itna to tay hain akele to nehi jayungi. ish nark se main sabko nikalungi.

She wore the cloths and came out and saw a girl crying near 14 it was the same girl who was crying on the river side.

Bondita : tum....tum yaha? ro kiyu rahi ho?

Girl : aap to wohi haina jo mujhe ushdin nadi ke kinare mili thi?

Bondita noded her head. The girl hugged bondita. Bondita hugged her back.

Bondita : par tum ushdin rou kiyu rahi thi? or yaha kaise ayi?

Girl : mai mele main kho gayi thi. or kuch log mujhe pakad rahe thei or main waha ro rahi thi. par firse unlogone mujhe pakad liya or yaha le ayi.

Bondita got tears hearing that and pated her head.

Bondita : main tumhe yaha se bahar Nikalungi fikar maat karo.

Anidita Belongs to eachother (complete☑️)Where stories live. Discover now