Anidta's decision

647 47 0
                                    

Bondita was crying badly as she had to choose between her love and family. That moment Malini and Naina entered. Bondita started wipping her tears seeing them.

Malini : aab tu apne boudi se ansoo chupayegi?

Bondita : kiya karu main boudi?  mujhe kuch samjh nehi araha hain. ek taraf mere dada hain or dusri taraf mera piyaar. kaise kisi ek ko chun sakti hu?

Malini : mujhe teri dada ki baat sahi lagrahi hain bondu. agar maa baba ne ush parivaar ko chunah hoga to tere liye wohi sahi hoga.

Naina : ha bondu. or rahi baat scott ki woh bohat samajhdar ladka hain samjhega tujhe.

Bondita : par usse dhoka kaise de sakti hu. woh mujhse bohat piyaar karta hain.

Malini : piyaar to tere dada bhi karte hain tujhse. tujhe ekbaar ush ladke se mil lena chahiye.

Naina : waise woh ladka kaisa hain? jaanti ho aap?

Malini : main usse kabhi mili to nehi par sunah hain uske bare main. bohat mashoor barrister hain or bohat accha insaan bhi. woh to aurato ki huq ke liye bhi bohat badh lada hain.

Bondita : accha kiya naam hain?

Malini : Barrister Anirudh Roy Chowdhury. accha main chalti hu mujhe kaam hain.

Malini left. Bondita and Naina looked each other.

Naina : yeh Anirudh kahi londonwala Anirudh to nehi hain?

Bondita : puri duniya main kiya shirf unka hi naam Anirudh hain? umeed karti ho woh nehi hoga.

Naina : or agar wohi hua to?

Bondita : yeh kiya keh rahi hain subh subh bol. ush raksasbabu ke sath main kaise...?

Naina : aab yeh to milne ke badh hi pata chalega.tu milegi usse?

Bondita : mujhe thoda samay chahiye.

Naina : thik hain chal so Jate hain.

Bondita noded her and they lie down but bondita wasn’t able to sleep.  she was crying.

Bondita in mind : yeh kaisi pareeksha hain? main kaise yeh shadi kar sakti hu. par maa baba bhi to yehi chahte thei or dada bhi jab unse milungi tab unhe sab sach bata dungi. agar woh shadi ke liye na karde.

In Rc mansion Anirudh was in his room Som and batuk entered.

Som : kiya kar rahe ho dada?

Anirudh : are ayo ayo.

Batuk : apse kuch kehna hain.

Anirudh : ha kaho.

Som : kiya aaj hum dono apke sath so jaye?

Batuk : aapse bohat baate karni hain. kitne dino badh loute ho.

Anirudh : yeh bhi koi puchne ki baat hain? mujhe bohat khushi hogi agar tum dono mere sath soyoge.

Som : ek baat puchu dada? ghussa to nehi karoge?

Anirudh : aab yeh to sawal shun ne ke badh pata chalega.

Som : aapne kiya faisla kiya hain?

Anirudh : kis bare main?

Batuk : boudi ke bare main.

Anirudh : kiya kaha boudi?

Som : are jis ladki se apka bibah tay hua hain uski baat kar rahe hain. aab apki patni to humari boudi hi hongi na?

Anirudh : ek min woh tumhari boudi bani nehi hain abhi tak

Batuk : to baan jayegi.hain na som dada.

Anidita Belongs to eachother (complete☑️)Where stories live. Discover now