Rights of education

585 103 49
                                    

At night anirudh was in study bondita knocked. he was working on a case.

Bondita : main ander aa sakti hu?

Anirudh : kitni baar kaha tumhe permission lene ki zarurat nehi.

He said looking at the file.

Bondita : accha apse baat karni hain zaruri.

Anirudh : haan kaho....

Bondita : woh aaj main gaaon gayi thi.

Anirudh muttered hmm looking at the file.

Bondita : waha main kuch aurrat se mili.

Anirudh : hmm

Bondita : aap sun bhi rahe hain? 

Anirudh : hmm

Bondita snatched the file. Anirudh yelled.

Anirudh : kiya kar rahi ho bondita? zaruri file hain.

Bondita : nehi milegi apko...

She satrted running. He also ran after her.

Anirudh : kiya kar rahi ho? choti bacchi ho kiya?

Bondita : agar aap meri baat nehi sunenge to aisa hi karungi.

Anirudh : accha main sunnunga. abhi woh file dedo.

Then They stopped and gassped.

Anirudh : bohat badmass ho tum bondita.

Bondita : kiya mujhe badmas kaha? aab to yeh file bilkul nehi milegi.

She again started running while laughing. 

Anirudh : bondita.... tum bhi na.. accha sorry baba.

Bondita : thik hain yeh lijiye.

Bondita forwarded the file. Anirudh about to take but bondita again pulled it close to her and again ran.

Anirudh : bondita....!!

Anirudh also laughed and ran after her and finally they both got tired and sat on the floor. They laughed looking at eachother. Anirudh was watching bondita who is busy in laughing.

Anirudh in mind : itni bhi buri nehi hain zindegi jitni pehle lagti thi.

Bondita : kiya soch rahe hain. abhi meri baat sunenge? ya firse bhagu?

Anirudh : nehi nehi... batao mai sun raha hu.

Then bondita told him everything about village people and their thinking. Anirudh was listening.

Anirudh : ishliye to main chahta tha ki school banaye taaki sab aurrat ko sikhsa de sake. or desh ko age badhayein.

Bondita : to hum kaha banaye??🤔

Anirudh : maine kuch din pehele hi zameen kharida tha. school bana ne ke liye.

Bondita : sotti? par kiya gaaonwale banane denge?

Anirudh  : kiyu nehi denge? dena to padega hi unhe.

Bondita : okay to uthiye.

She got up with a jump and forwarded him hand. Anirudh about to put his hand but she pulled away and ran from there while laughing.

Anirudh : yeh ladki bhi na...

Anirudh also laughed stting on the floor.

Kaka was watching them. His eyes got moist seeing him laughing.

Kaka : ankhe taras gayi thi teri hasi dekhne ke liye anirudh. bahu ne tujhe firse hasa diya. bas yeh dono aise hi khush rahe or ush soudamini ko bhul jaye.

Next morning they went to see the land.

Anirudh : accha hain na?

Bondita : bohat accha hain bas permission mil jaye or school ban jaye.

Anirudh : or hiramandi ke ladkiyo ki sath sath or bhi ladkiya padh sake. aab chale yaha se...? 

They sat on the car. Anirudh started driving.

Bondita : hum e gaaowalo se baat karni. chahiye taki gaaon ki ladkiya padh sake.

Anirudh : main aaj hi gaaon main announce karwatu.

Bondita : par sab manenge kiya?

Anirudh : agar nehi mane to hum milke  manayenge unhe. par hum piche nehi haat sakte.

Bondita noded her head. Anirudh droped her in hospital and he went to court.

Next Day, at morning a big crowd got created by villagers infront Roy Chowdhury house. Triliochan and bihari came outside.

Kaka : kiya hua aap sab chillah kiyu rahe hain?

Villegers : apke bahu or bete ki wajah se kaha hain woh dono!

Kaka : arre kiya hua hum e batao pehele.

Villagers : apke chote malik or malkin ladkiyo ko padhana chahte hain woh bhi hiramandi ke ladkiyo ke sath. par hum aisa nehi hone denge.

Suddenly Anirudh came from behind and stood infron of them.

Anirudh : kiyu nehi hone denge? kiya ladkiyo ko padhne ka haq nehi?

Villagers : bilkul nehi.

Man 1: ladkiyo ka kaam hain ghar ghrihasti samhalna. unke haton main bartan acche lagte hain kitab or kalam nehi.

Anirudh : par aisa kiyu lagta hain aplogo ko? aurrat bhi bhumika rakh sakti hain desh ko age badhne ke liye. rakh sakti hain nehi rakhti hain.

Man 2: unki zindegi to ghar or bacche samhalne main hi simit hain. yehi unki zimmedari hain. desh ko age kaise badha sakti hain?

Bondita came there with anger and questioned them.

Bondita : kiyu nehi badha sakti? aplogo ne hi kaha na ghar samhalna or bacche samhalna aurrat ki zimmedari hoti hain. matlab aurrat ke kandhe par parivaar ki zimmedari hoti hain. or parivaar se Samaj banta hain or samaj se desh. fir huyi na aurrat ki badi bhumika desh banane main?? 

Villagers kept quite. Anirudh chuckled and felt very proud of her. Kaka about to spoke but anirudh held him and noded his head not to interfere.

Bondita : kiya hua jawab dijiye? chup kiyu hain?

Man 1: ziyada padhi likhi hone ka natiza?  ek aurrat hoke humse sawal kar rahi hain? agar baki ladkiya shikhsit hogayi to woh log hum kuch nehi samjhenge. 

Anirudh : ek aurrat agar sawal nehi kar sakti to uparwale unhe zubaan dete kiya? apke pas jawab nehi bondita ke sawalo ka to uska sawal karne ka hi haq nehi? 

Villagers : dekhiye aapdono humare sadiyo se chali ayi reet neet ka apman kar rahe hain?

Anirudh : jo sadiyon se chali arahi hain woh zaruri to nehi age bhi chale? badlav to niyam hain prakriti karti. to humari samaj or reet neet pe  badlav kiyu suikar nehi aaplogo ko?

Bondita : aaplog ekbar samjhne ki kosis to kariye? jaisa ke maine kaha aurrat se parivaar banta hain. parivaar se samaj or samaj se desh. to agar aise main aurrat hi piche reh jayegi to parivaar ho samaj ho ya desh age badh payega kiya?
or agar aurrat hi age na badhe to desh ka bikash hoga kiya?

Villagers couldn’t answered so bondita continued. 

Bondita : agar aurrat rasoi main khana bana sakti hain to desh bhi bana sakti hain na? or agar aurrat patni, behen, beti, bahu ban ke parivar ka khayal rakhti hain to woh log doctor, Barrister or shikhsak ban ke samaj or desh ka bhi bhala kar sakti hain na? 

How's this chapter? Will villagers agree? or AniDita had to fight more? This ff will be quite long maybe more than 100 chapters. And I know many of you want romance but actually I am not so romantic person. that's why sometimes it got difficult for me that what should I right to make romantic.








Anidita Belongs to eachother (complete☑️)Where stories live. Discover now