mera kiya tu lage?

945 175 12
                                    

Bondita : main khubsoorat lagti hu apko?

Anirudh : mera matlab woh nehi tha... aap galat samajh rahi hain.

He said looking other side. Bondita chuckled.

Bondita : matlab main khubsoorat nehi hu? yeh kehna chah rahe hain?

Anirudh : nehi nehi... woh matlab nehi tha.

Bondita : matlab main khubsoorat hu?

Anirudh didn’t knew what to answer. He was behaving like a teenager who got cought by his crush. Bondita feeling very happy that he become normal like before. In this 4 year this Anirudh was lost somewhere. He forgot to enjoy, to smile. Finally he spoke looking into her eyes.

Anirudh: haan hain na.. bohat khubsoorat hain aap.

Bondita : sukriya...

Bondita replied in sweet tone. while blussing and looking at his wound. Anirudh just admiring her. He was also blussing. A silent appeared in room. Bondita put some lequid medicine in cotton bolls and slowly applied on his cut. He was feeling burn. Bondita blew air. Anirudh feeling very soothing. 

Anirudh : mera accident hua tha?to aise nishan kiyu hain? jaise waar kiya gaya? or main yaha kon laya?

Bondita : pata nehi...main to mere cabin mein thi jab apko laya gaya or nurse ne bataya koi admi apko le aya tha. 

Anirudh : kon?


Bondita : woh...woh...main nehi jaanti unhe😅

Anirudh : hmm... par mein ghar kaab wapas jayunga?

Bondita : itni jaldi nehi discharge kar sakti apko...apki halat abhi bhi itni acchi nehi ke aap ko jaane du.

Bondita said while warpping a bandage around his stomach. As her hand touching with his skin he was feeling a different kind of sensation.

Anirudh : aap sabko itne piyaar se treat karti hain?

Bondita : woh to ush pe depend karta  hain ke uski halat kaisi hain.

Anirudh : aap humare parivaar ko kabse jaanti hain or agar jaanti hain to main apse kabhi mila kiyu nehi?

Bondita : bachpaan se jaanti hu...jab mein 12 saal ki thi tab london chali gayi thi. mere baba or binoy uncle bohat acche dost thein. 

Anirudh : thei matlab? apke parivaar mein kon kon hain?

Bondita : jaab choti thi tab ma...baba chodhke chale gayein tabse mere dada unhone mujhe badah kiya.

She said while warping blanket on him and started walking but Anirudh spoke.

Anirudh : nehi jaanta aap kiya sochengi fir bhi mujhe apko kuch kehna hain.

Bondita stopped and turned while giving a questioned look.

Anirudh : kiya humara koi purana rista hain? mujhe lagta hain mein apko saalo se jaanta hu. par main to aaj hi pehli baar mila apse. main apke bare mein ziyada nehi jaanta fir bhi pata nehi kiyu aap pe ek bharosa hain. hain to aap ajanabi par fir bhi kiyu apni lagti hain.

Anidita Belongs to eachother (complete☑️)Where stories live. Discover now