Is here someone else exept us?😰

752 73 7
                                    

Bondita and Naina went to kitchen. Boys left to their rooms. When bondita was going to kitchen she felt like someone roamed there. But she ignored. The kitchen was also quite weird.

Naina : yeh kitchen hain? 🙂

Harichan : ji malkin.

Harichan : malkin kiya banayu khane main?

Bondita : kiya kiya hain ghar main?

Harichan : Sab kuch hain malkin.

Bondita : thik hain chaliye.

They were cooking. Suddenly bondita heared a sound of anklet.

Bondita : naina tujhe kisi ki payel ki awaj sunai di kiya?

Naina : nehi to... kiski hogi? main or tu to yaha hain or baki sare to ladke hain.

Bondita : ha woh bhi hain.

They again started cooking. Harichan was also helping them.

Bondita : kaka aap yaha kabse kam kar rahe hain?

Harichan : hum to yaha saalo se kam kar rahe hain.

Naina : apka koi parivaar nehi hain?

Harichan : nehi main akela hu.

They finish making dinner.

Bondita : chal khana ban gaya sabko bulake laa.

Naina : nehi tu bhi chal. mujhe daar lag raha hain akele jane main.

Bondita : kiya tu bhi? chal.

They called everyone. Bondita served everyone.

Anirudh : tum bhi baitho.

Bondita : nehi mujhe bhook nehi hain.

She left from there. Naina understood.

Anirudh : isse kal se ho kiya gaya hain? na ziyada baat kar rahi hain. na has rahi hain.

Rudra : ha maine bhi notice kiya.

Naina : sayad main janti hu kiya hua hain usse.

Anirudh : kiya hua hain?

Naina : uska thoda mood kharap hain. aaplog kahiyiye main usse bulake laati hu.

Naina left after bondita. Bondita was sitting sadly at bed.

Naina : bondu aise chali kiyu ayi? Jiju kiya sochenge.

Bondita : kuch bhi soche mujhe koi fark nehi padhta.

Naina : tu kal ki raat ke liye udas hain na?

Bondita : kiya karu main? mujhe samajh nehi aata. sablog bohat acche hain mansions main. mujhse bohat ziyada piyaar karte hain. or main unse Scott ke bare main chupah rahi hu.

Naina : tu jaan puch ke thodi na chupah rahi hain? teri majboori hain.

Bondita : agar woh log humare riste ko age barhane ke liye kahenge to kiya main kar payungi?

Naina : bhale hi tumdono ek dusre ko pati patni na mano. tum dono ho. ish sach ko nehi badal sakte. or umeed to karenge hi. mujhe lagta hain ki tujhe usse bhul jana chahiye. or jiju ke sath nayi suruwat karni chahiye.

Bondita : barristerbabu bhi mujhse kaha piyaar karte hain? woh to aajtak soudamini ko nehi bhul paye.

Bondita told everything about them.

Naina : jo hoga dekha jayega. tu hi to humesa kehti hain. humei present main jeena chahiye. fir tu ki bite huye kal ka or anewale kal ka soch rahi hain? aab muskurah or niche chal.

Bondita smiled and they went to downtairs. Everyone was eating.

Batuk : lo agayi boudi...

Som : aap bhi baitho na humare sath.

Bondita noded her head. After finishing dinner, now its time to go for sleep.

Batuk : mujhe bohat daar lagraha hain? main akele kaise soyunga?

Som : arre main soyunga tere sath or rudra dada bhi.

Naina : or main bondu ke sath.

Rudra : agar tum boudi ke sath soyogi to anirudh kaha soyega?

Anirudh pinched rudra.rudra screamed.

Rudra : kiya hain?

Anirudh : Naina tum so jao bondita ke sath main akela soyunga.

Bondita : aap akele reh payenge?😏

Anirudh : ha ha main tumlogo ki traha darpok nehi hu. vut wut kuch nehi hota.

Bondita : thik hain jaisi apki iccha.

They left for their rooms. At midnight Naina heared a sound of anklet and got up.

Naina : bondu....uth uth na....

Bondita : kiya hain?

Naina : tujhe awaj sunai de rahi hain kiya?

Bondita : ha maine bhi sunah.chal dekh ke aate hain.

Naina : nehi daar lagraha hain mujhe. bahar maat jaa.

Bondita : daar maat chal bahar.

As they leave the room they heared a beautiful piano tune.

Naina : itna sundar dhun kon baja raha hain?

Bondita : main bhi to tere sath hi hu. mujhe kaise pata chalega?

Naina : ha woh bhi hain. Sabko bulate hain.

Bondita : nehi rukh pehle yeh to pata karlu yeh dhoon aa kaha se rahi hain?

They were taking steps slowly holding  hands tightly.  The sound was coming from the locked room's side.

Bondita : yeh dhoon to ush bandh kamre ke taraf se arahi hain.

Naina : age nehi chalte. wapas kamre main chalte hain. mujhe bohat daar lag raha hain please.

Bondita : accha chal.

They were going towards to the room but felt like someone was walking behind them. They turned but no one was there.

Bondita : aisa kiyu laga ki koi humare piche tha?

Naina : par koi nehi hain humare piche.  mujhe daar lagraha hain bohat.

Bondita : tu itni darpok kiyu hain. sablog kiya sochenge ke bondita ki bestfriend itni darpook hain.

Naina : jaise tu bohat bahdoor hain?

Bondita : tujhse to ziyada hi hu.

They laughed and went to sleep. Next morning alarm went off. Bondita got up.

Naina : itni subah kaha jaa rahi hain?

Bondita : barristerbabu ka maditation ka time hogaya. par pata nehi woh uthenge bhi ya nehi.

Naina : thik hain jaa.

Bondita went to Anirudh's room. He was sleeping holding a notebook to his chest which was open.

Bondita :  notebook leke kon sota hain? bade hi ajeeb insaan hain.

Bondita slowly freed the book from his cage a letter fall on ground. She picked up the letter and read and got shocked.

Bondita : aab samjhi kiyu ushdin se itne roothe huye hain or mujhe daat rahe hain.

What was in the letter? why she got shocked? and was there someone else expect them?






















Anidita Belongs to eachother (complete☑️)Where stories live. Discover now