We are not different

693 83 46
                                    

Naina also hugged her and patted her head.

Orpita : sukriya didi. aap log itne acche ho. jab main kaka ke sath unke gaao main thi tab jab bhi kisi ke pass jati thi woh log mujhe pata nehi kiya kiya bulate thei. or kehte thei mere pas janese bhi woh log apavitra asuddh hojayenge.

Anirudh : kitni choti soch hain unlogo ki.

Harichan : malik yeh to kuch bhi nehi hain iske sath to aise bartav karte thei jaise yeh insaan hi nehi hain jiska koi astitva hi nehi hain.

Anirudh : par kaka mujhe aap pe garv hain aap unlogo ki tarha nehi hain. isse unlogo se bachaya.

Harichan : maine meri beti khoyi hain isse nehi kho sakta.

Bondita : pata nehi waha or bhi kitni ladkiya hogi. kash hum unhe bacha sake.

Anirudh : par hum kar bhi kiya sakte hain? yeh sab itna asan to nehi hain.

Orpita : bohat buri jagah hain woh chiknebabu.

All : kiya babu?

Orpita : chikne babu... matlab...

All : kiya...?

Orpita : matlab ish kuch nehi. she said blushingly.

Bondita : jo bhi ho par jo kal tumne inse kaha bada accha laga haina akdu?

Bondita said laughingly Oprita also laughed. Anirudh glared at bondita and immidately she stopped laughing. Orpita went near anirudh and blussed.

Arpita : waise itne bhi bure nehi hain yeh didi. kitne piyare hain.

Anirudh : waise tum bhi badi piyari ho.

Orpita blussed. Bondita immidately looked at anirudh and raised her eyebrows hearing that.

Bondita in mind : wah kuch der pehle mujhe sundar keh rahe thei abhi orpita ko piyari keh rahe hain. yeh ladke bhi na.

She also saw som batuk rudra were smiling like a fool looking at Orpita. Bondita whishpered in Naina's ear.

Bondita : boys will be boys 🙄

Naina : sach main...or yeh rudra isko to...

Naina pinched rudra.

Rudra : ouch kiya hua?

Naina : bohat muskura rahe ho! sochlo yeh chahiye ya main?

Rudra : sorry obviously tum. sorry.

Naina : kuch nehi sunna mujhe..

Naina left from there angryly.

Rudra : sorry na baby .... sorry... aise ghusaa maat ho. sorry.

Rudra also left after her holding ears. Bondita laughed seeing them.

Bondita : yeh dono bhi na...

Anirudh : kal to bada keh rahi thi main ghussail hu.

Orpita : woh to aise hi. sach main aap bohat acche insaan hain.

Orpita pulled his cheeks. Anirudh now got liitle uncomfortable. As he notice she continuously blussing seeing him. He coughed and went near bondita and stood behind her.

Bondita : kiya hua? aab kiyu mere piche chup rahe hain? woh to kitni piyari hain na?🙄

Anirudh : nehi... nehi... main to bas aise hi.....

Bondita : aise hi kiya?

She started laughing. Anirudh hit his head.

Bondita : par sach main aap hain bade piyare.

Anidita Belongs to eachother (complete☑️)Where stories live. Discover now