Baal veer's past 1

1.2K 77 78
                                    

Once upon a time There was a king🤴and a Queen👸.They have a son and a daughter .They lived in a big palace in a kingdom which is ruled by the king.As time passes son becomes young and king and queen grew older.And one day they both died.😱😱😱.










Just joking 😜😜.Iss baar real update hai🤗🤗.



















(Chapter yaha se start hai🤗🤗🤗)

"Veer diwas partner ka  birth date hai"
"To baal veer veer diwas me kabhi samil kyu nhi hote "
"per baalveer ne to kaha ki ye bhawishwani ke kiye utsav hai
"per partner kis bhawishawani ki baat kar rahe the?"
"Aur Agar Dabbu ka birthday do din baad hai to usne ye kyu kaha ki uska birthday Kisi Meher ke Sath .Aur ye Meher hai kaun"

Everyone -"bataiye na dooba -dooba"

Dooba -Dooba(placing hand on his heart)-"dhabad -dhabad dhabad -dhabad. Tum logo ke itne sare sawal sun kar mera dil joro se dhabad dhabad karne laga"

Vivan-"Oh!sorry dooba -dooba .
Masti pari-'hum me se koi bhi Baal veer ke atit ke bare kuch nhi janta."

Vayu pari-' iss liye sab ke man me  itne sare sawal uth rahe hai"

Dooba -Dooba-'"Btata hu. Pehle sari pariya Veer lok me nhi balki Pari lok me rha karti thi. Rani pari hi pari lok ka sanchalan karti thi.
Parigyan pushtak me ek bhawishwani thi jiske anusar Dharti per ek bahut hi veer yodha ka janam hoga jo Humara rakshak banega.Aur uss bhawishawani ke anusar uss yodha ka janam jis din hone wala tha hum sab uss din ko veer diwas ke roop me mnate the"

Ananya-'iska matlab dabbu wo warrior hai"
Vivan-"aur veer diwas partner ke janam se pehle se celebrate hota hai

Dooba-Dooba-"Ha
Ananya-"to wo khud iss celebration me samil kyu nhi hota".

Dooba -Dooba-"pehle to Baal veer Veer diwas me sabse jyada khush rehta tha aur veer diwas ke ek mahine pehle se hi sab ko veer diwas ki yaad dilata rehta tha.
Ananya-"to aisa kya hua ki wo ab veer diwas me samil nhi hota"

Dooba -Dooba-"nhi pta .pari lok me manaye antim veer diwas ko  Baal veer chor kar chla gaya. aur uske baad pari lok hi nast ho gaya aur  phir wo kisi veer diwas  me veer lok nhi aya."
Flashback starts.

Everyone is happy as It was  the biggest celebration of Pari lok .Veer diwas , birthday of their Beloved baal veer .And All are waiting for the Arrival of the birthday boy.
In baal pari's Palace
"Maa mujhe apse kuch baat karni hai".Said baal veer on arriving.
Baal pari-"Pehle veer diwas ke utsav ke baad baat karte hai"

Baal veer-"maa ye utsav to thori der baad me bhi suru ho sakti hai iss waqt mujhe apse baat karna hai"

Baal pari-"thik hai kahiye".

........

No one In the Pari lok knows what happened in the Baal pari's palace .But After that Baal veer leave the pari look .
Baal pari(worried)-"Rani pari ,Baal veer pari lok se chale gaye hai"

Rani pari-"Jane dijiye Baal pari .unhe kuch pal akela chor dijiye .

Baal pari starts crying sitting on the floor.
Rani pari also have tears in his eyes.
Rani pari-"Hume maaf kar dijiye Baal veer per humne jo kiya wo jaruri tha.

In kaal lok(flashback wala kaal lok)

Bhaymar-"Khud ko bhayrani kehti ho timnasa Aur ek mamuli Bachhe se har bar haar jati ho"

Timnasa(angrily)-"Baal veer koi mamuli bachha nhi hai Bhaymar .Wo wahi yodha hai jiske bare me bhawishwani hui thi.Aur wo jab tak hum un pariyo ka kuch nhi bigar sakte.
Bhaymar-"to iska matlab ab hum keval sweat lok jaise chote lok per hi Raaj kar ke khush Rahenge"

Timnasa-"nhi bhaymar .Maine jo yojna banai hai usse ya to baalveer Achhai ka sath chor dega ya phir apni Zindagi ka.
Timnasa saw her messenger bird flying in the sky .She extend her arms and the bird sit on her arm and after sometime the bird fly way.
Timnasa(smiling)-"Aur meri yojna ki safalta ki suruwat(start) ho chuki hai

So how was the chapter?
Abhi aur flashback baki hai?
Kya hua hoga Baal pari ke palace me ?
Aur Kya hai Timnasa ki chaal ?
Kya dono related hai.

Precap-"Attack on Pari lok"

KUCH TO HAI TERE MERE DARMIAN-a unknown connectionWhere stories live. Discover now