PART 24

1.1K 93 25
                                    


COACHING CLASS


Days died in horizon and SanDhir & the gang completed 3 months of their academic session...

Currently in sandhir's class room Randhir was getting a good amount of scold from their Hindi teacher...
There was a surprise test 3 days ago..
And most probably Randhir got the lowest marks in Hindi..

After sir was done with his scolding session Randhir came and took his seat beside Sanyukta...

Sanyukta - kya huya?? Kitne kam marks aaye.. (whispered)
Randhir - done ask.. Sabse kam aaye mere.. (whispered)
Sanyukta - answer sheet do mujhe tumhara (whispered)

Randhir handed Her his answer sheet... Sanyukta thoroughly scanned the answer sheet and spoke when the bell rang and sir went out from the classroom...

Sanyukta - yeh dekho Randhir.. (showed him the answer sheet) tumhe sare questions ke answers aate the.. Aur likha bhi tumhe..
Randhir - (frowned) fir marks kyun nehi diya sir ne..
Sanyukta - (smiled sarcastically) aise baccho jaise mistakes karoge toh sir kya.. Looking nehi dega marks..
Randhir - matlad??
Sanyukta - see Randhir.. You wrote almost very answer but the sentence construction was wrong.. And you did a lots of spelling mistakes... See (pointed towards the answers he wrote) even each line of your answers has 3-4 spelling mistakes..
That's why you didn't get marks..
Randhir - ab isme meri kya galti hain.. (made a pout)
Sanyukta - hain?
Randhir - I was only 3 years when we shifted to Thailand..
Teen saal ki umar me mujhe sirf Hindi letters ki pehechan hui thi... Mom dad ghar me Hindi me hi baat karte the issiliye Mujhe Hindi samajh aati hain aur bolna bhi...
Par I can't write it properly nah...
Sanyukta - are yeh toh badi problem ho gayi.. Aise toh tum accha score nehi kar payoge..
Randhir - I know.. (hung his head low)
Sanyukta - (light l yelled) idea... (Randhir looked at her) coaching class join kar lo...
Randhir - (again lower his head) main jata hu.. Coaching class.. Par har coaching class me syllable ke hisab se padate hain.. Mujhe yahan thodi hi baccho ki tarha Hindi likhna shikhayenge...
Sanyukta - sahi kaha.. (slowly)
Randhir - Main hamesa sahi hi hota hu.. (slowly)
Sanyukta - umm.. Randhir..
Randhir - Haan..
Sanyukta - umm.. Ohh.. I mean..
Randhir - bolo bhi Sanyu.. Don't hesitate.. Tell..
Sanyukta - woh.. Tumhe koi problem nah ho toh I can help you.. Main shikha sakti hu Hindi tumhe... Agar tumhe kou probl..
Randhir - Sanyu... (yelled happily)  Sanyu sanyu.. You are best..  Thank you so much for helping me... (hugged her)
Sanyukta - hihi.. (smiled meekly)
Randhir - (broke the hug) yeh baat puchne me hesitate kyun kar rahi thi??
Sanyukta - I thought tumhara ego hurt ho jayega..
Randhir - kya princess tum bhi... Friends ke bich me kaisi ego..
Sanyukta - (grinned) okk..fir aaj se hi suru karte hain... 6:00pm..at my place.. Hindi class..
Randhir - okk teacher jii..
Sanyukta - Hihihihihi.. (giggled)





After school hours got over Sanyukta reached home and as usual she was greeted by Rupa didi...


Rupa - aa gayi.. Din kaisa tha aaj ka?? (handed her a glass of water)
Sanyukta - (excitedly) bohot accha tha dii.. You know woh Hindi ka jo surprise test huya tha nah usme mujhe sab se zyada marks aaye..
Rupa - are bahh!!  Meri Sanyu baby toh sab se hosiyar hain... (Sanyukta smiled brightly) ab jaa.. Jake fresh ho le main khana banati hu tere liye.. Bhuk lagi hogi nah (caressed her cheek)
Sanyukta - haan.. Bohotttttt.. (she went to her room but again came back to the hall)
Dii sunooo.. Mera nah ek friend aayega aaj.. Uske liye bhi kuch bana doo..
Rupa - Tera dost non veg khata hain.. Ya teri tarha hain??
Sanyukta - nehi khata hain non veg (made a yucky face)
Rupa - sab ki apni apni pasand hoti hain baccha.. Aise muh nehi banate..
Main tere liye cheese nuggets aur tere friend ke liye chicken nuggets bana deti huu..
Sanyukta - nehii.. Meri liye Mirchi ke pakode aur iske liye moong dal ke pakode bana doo... Woh nah videsh me rehta tha.. Bohot khaya hogaya nuggets are all.. Aap desi snacks banado...
Rupa - aisa bol tujhe yeh sab khane ka man ho raha hai.. Bekar me tere friend ko mat ghusa in sab me...
Sanyukta - (showed her whites and quickly pecked her cheek) aapko toh sab kuch pata hain... Love you diiii (and ran to her room)












































Last chappy me friendship ho gayi dono ki... Now I'll fast forward the story..
I'll show Sandhir ki bonding..
Then jald se jald prologue wala scene aayega...










Do vote and comment
Thank you..







AWAITED Where stories live. Discover now