U 3

16.1K 1.1K 299
                                    

"Maaf kar dein" Zubair was flustered seeing his wife on her knees near his bed early in the morning....how did she break into the room...the door was bolted from inside.

"Huh...tum andar kaise aayi"

"Bahar se"

"Maham" Zubair glared

"Mera matlab balcony se....seedhi laga kar.."

"Are you crazy? Knock nahin kar sakti thi?"

"Mujhe appealing nahin laga wo....mujhe laga mai mehnat kar ke aaungi toh aap jaldi maaf kar denge" Maham pouted

"Don't pout" Zubair averted his gaze

"Ok no pouting from now on"

"Aap mujhe maaf kar dein...mujhe sach me laga ki aap mujhse alag hona chahte hain....nahin toh mai toh aapko bahut pasand karti hun" Maham sniffed

"Acha......"

"Haan .. isliye mai aapki khushi ke liye turant taiyyar bhi ho gayi thi"

"Iska matlab meri khushi ke liye agle mahine rukhsati ke liye raazi ho"

"Na karein rukhsati itni jaldi" Maham cried holding his leg..

"Arre..kya kar rahi ho....." Zubair immediately straightened his legs warding her hands off..."Tum itna ghabra kyun rahi ho...mai khaa toh nahin jaunga tumhe"

"Koshish to karenge" Maham mumbled

"Kya.."

"Nahi mera matlab tha..meri padhai hai....." Maham bit her tongue at her folly

"Finals tumne de diye..results is month ke end tak aa jayenge..padhai to phir puri" Zubair crossed his arms leaning on the bed rest

"Nahin mujhe aur padhna hai...doctor banna hai"

"Very good...mai padhaunga..lekin mai chah kar bhi tumhe doctor nahin bana sakta"

"Isliye mai keh rahi thi rukhsati thode der se karte hain"

"Hmmmmmm"

"Matlab aap maan gaye"

"Hmmm....mai bhi dekhna chahta hun ki bina biology padhe ek insaan doctor kaise ban sakta hai"

"Allah...sab society ki galti hai..din bhar doctor-engineer karte rehte hain .. ki muh me kisi dusre profession ka naam hi nahin aata"
Maham was highly disappointed

"Khud se baat ho gayi" Zubair poured some water in glass

"Wo wo slip of tongue ho gaya...lekin mai sach me aage padhna chahti hun"

"Tum Rukhsati ke baad padhne se koi nahi rok raha"

"Kaise....mai toh ruksati ke baad pregnant ho jaungi"

"What....." Zubair was in splits

"Mai pregnant ho jaungi"

"Wo maine suna.....aise kaise pregnant ho jaogi"

"Aapko nahin pata..." Maham forgot her issue and was now perplexed at her husband's lack of knowledge....was he that innocent!!

"Pregnancy is the outcome of.." Maham started the definition only to be cut off midway

"Oh shut up...I am not a child"

"What I meant was pregnancy can be avoided if a couple wants to......I will make sure that you don't get pregnant so soon.. we will visit a gynaec"

"Phir toh rukhsati ki koi zarurat bhi nahin hai...do teen saal me dekha jayega..kya kehte hain aap"

"3 saal kyun aur 5-6 saal wait karte hain" Zubair's voice came out relaxed

RAABTA : A collection of short storiesजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें