SLICE-4

1.7K 86 7
                                    

Preetha was smiling remembering karan.She was standing there at the ground.Rishi came to her.

Rishi(holds her hand): Mickey chal....

Preetha: lekin kaha?

Rishi: mera ghar.

Preetha: kyun?

Rishi: arey puri tarah bheeg chuki ho thum aise hi ghar jaaogi tho aunty bahot daatega thumhe isiliye mera ghar chal...waha freshup hokar mein thumhe ghar drop kardungaa.

Pretha(nervous): actually....teddy...mujhe kaam hai yaha.

Rishi: kya kaam hai?

Preetha: exams heina library jaana hai books keliye.....so mein friends ke saath hostel jaungi.kapde badalke library jaathi hu.

Rishi: but why? you can come to home......mumma bhi bahot dinose thume puch rahi hai.aaona mein fir thumhe yaha drop karunga.

Preetha(softly): sorry teddy mujhe thoda sa kaam hai.....agli baar aunty ko dekhne mein jaroor aungi.Spare me for this time.....please.

Rishi(melted in her voice): achaa theekey.....agli baar mein nai sunungaa.ok

Preetha(pulls his cheeks): That's like my teddy......chalo.bye

Rishi: bye.....

She goes and he smiles at her touching his cheeks.

Aadya is in car driving to her home.

Aadya(angrily): iski himmath kaise hai? mera karan ko touch karegi........kaise dance kar raha tha dono ? chal kya raha hai? (holding her head)kya sach me dono? ...nai...nai...aise kuch bhi nai hai ....ek saal se dekh rahi hu dono zyada baath bhi nai kartha infact preetha ko karan pasand hi nai hai jab dekho hitler hitler bolthi rehthi hai......haa this is correct.bas casually dance hua may be.....bas kuch bhi nai hai.

She comforts herself.

IN LIBRARY

Preetha was searching for the required book.When she took a book out of the rack,she saw karan on the opposite side of rack seeing her.She widened her eyes and looked here and there.Seeing no body,she again looked at him,this time with a light smile and cute eyes.He was also seeing her eyes.After a few seconds,

Preetha(seeing the book in hand): library mein kya kar rahe hai?

Karan(teases):  Books se baath kar rahe ho?

Preetha narrows eyes at him he returns it with a smile.

Preetha: ji haa....

She puts the book there and goes to other rack.He does the same.he was opposite to her and seeing her through the books.Preetha notices it but does not react and continues seeing the book.

Karan: saamne itna handsome guy khare hai aur baath bhi nai kar rahe ho thum? ajeeb hai...

Preetha(reverts): books se baath kar rahe ho.

Karan(narrows eyes): jii nai book pakadnewali ladki se baath kar raha hu.

Preetha smiles teasingly.He sees it and smiles.

Preetha: office nayi gayi?

Karan: nai bas wait kar raha hu.....

Preetha: kiska?

Karan : hai koi.....thumhe jaana hai?

Preetha(smiles): bilkul nai.......waise aaj keliye Thank you.

Karan: kyun?

Preetha: Thumhari wajah se sab bahot relax hogaya.........bahot frustrated lag raha tha lekin ab.(sighs)isiliye thank you so much.

Ham Apke Hain KaunWhere stories live. Discover now