the birth of fireborns

2.2K 85 21
                                    

A few years passed and the  6 Pandavas are getting trained by Bhagwan Parashuram. Kauravas are getting trained by Guru Dronacharya. Adwika was getting trained by Maharshi Vasishta. Krishna and Balram had returned back to Dwarika.
.
.
.
In Panchal,
Maharaj Drupad and Maharani Mahima were performing a yaga to obtain a son. They had 2 other children Rajkumar Tejveer and Rajkumari Shikandini, both were twins.

The yaga started and Drupad gives offerings of a strong kavach (armour), a very sharp sword, and many more to the holy fire and after that, the fire rises high and then, a young man walks out of the fire. At the same time, Agni Dev appears so, first he takes the blessings of his celestial father and then move to Maharaj Drupad and Maharani Mahima and take their blessings. Then, he move to his other 2 siblings and take their blessings and hugs them.

Agni Dev (AD): Drupad, tumhare aahuti se prasan hoke mai tumhe ye Putra de raha hu. Ye aryavarth (whole earth) ke ek bohot shaktishaali yodha (warrior) ek banega. Agni isse appati (danger) ya dard nahi dega balki Agni iska suraksha karega aur Shakti dega. Aur kabhi ye mat bhulo ki ye mera Putra bhi hai. Isko Drishtadyumn ke naam se saara vishwa jaanega.  

Drupad: apka bohot dhanyavad Agni Dev.

AD : Drupad, tumhare bhagya mein 2 putriya likhi hai tho kya tum putri swikar karoge??

Drupad: ha Agni Dev, bohot khushi se swikar karunga meri dusri putri ko. Haina Mahima?

Mahima: ha Arya!!

AD : par Drupad, kya tum ek se badle 5 putriyo ko swikar kar sakte ho??

(Drupad and Mahima look at eachother for a while and then smiles)

Drupad: avashya Dev, agar wo panch putriya, mere bhagya mein likhe hai tho mana kyu Karu Dev, avashya hi swikar karunga. Wo panch putriya, Panchal ki bhagya devatayein (godess)  hongi.

AD: bohot acche baat kaha hai apne Maharaj Drupad par, iske pehle, mujhe aapse kuch kehna hai.

Drupad: kya Agni Dev??

AD: humara theesri putri Devi Parvati ka ansh hogi aur uski atyanth krodh (extreme anger) ek vinaash ki aamantran hogi. Isme adishakthi ki saare takhate (powers) hogi aur agar ye Mahakali ki roop mein kabhi badli tho vinaash avashya hoke hi rahega. Isko kuch yaad nahi rahega iska asli roop ka jab tak ye apni celestial brother- vishnu aur Mahadev se unite ho jaye. Isiliye, aap mein se kisi bhi, isko ye baat nahi batayenge jab tak isko kudh yaad aa jaye. Ye aur Devi pritvi ki beti, iss Vishwa ko dikhayenge ki stree bohot shaktishaali hai, nirmaan (construction) aur dwansh (destruction) dono kar sakte hai. Mahadev aur Mata Parvati ka sammilan swayam Vishnu Dev se hoga.
Aur Vishnu Dev ka ansh hai Vasudev Krishna.

Before anyone could speak, Vasudev Krishna enters with a happy and glorious face.

Krishna: arre Agni Dev, aap bohot lambi samaay tak baate hi kar rahe ho jisse aap baad me bhi kar sakte ho. Ab mujse aur intezaar nahi hota, mujhe meri behan aur sakhiyon se bhi milna hai wo bhi aaj hi. Isiliye aap kripa karke unn panch ko bhi bulayiye.

AD: (chuckles) theek hai Dev

The fire rises again and a beautiful maiden walks out of it and takes everyone's blessings.

AD: ye hai pheli rajkumari,
Rajkumari Devika. Isko dharm aur dharm palana ka accha gyan hai.

The fire rises high once again and then another maiden walks out of it and takes everyone's blessings.

AD: ye hai rajkumari Valandhara. Isko bhi dharm ka accha gyan hai.

Before Agni Dev could call the third princess, someone enters again and seeing the delay, Krishna frowns and they are..........the Dwarika family.

Balram: hum dheer se aaye hai kya??

Krishna: (casually) haa, Rajkumar Drishtadyumn, Rajkumari Devika aur Valandhara ka janam ho chuka hai.

The three fireborns take the blessings of everyone in the Dwarika family.

Devaki: (to fireborns) baccho, mujhe maa bhulana.

Rohini: aur mujhe bhi!!.... Manzoor hai kya Mahima??

Mahima: haa, bilkul

Vasudev: apke baache humare baache ki tarah hi hai Hume.

Drupad: aur aap ke baache bhi humare baache ki tarah hi hai Hume.

Krishna: (smiles) tho thay ho gaya, hum sab Ko (Panchal and Dwarika siblings) aaj se theen Mata aur do pitashree hai, Manzoor??
Siblings: Manzoor!!

Krishna: accha tho Agni Dev, aur dheer mat kijiye ab aur, meri behan ki bhulayiye.

The fire rises high again but this time, it rises too high and emits too much of heat. Then, a beautiful maiden walks out of fire and seeing this, Krishna's eyes shines brightly and he had slight tears in his eyes. The third princess too seek everyone's blessings.

AD: ye hai putri Draupadi. Ye, aryavarth ki ek aur athi sresht yodha banegi aur haa, Agni ke Shakti hai isme aur iski krodh Ko sirf do log sambhal sakte hai!!

The fire rises again and another maiden walks out of it and takes everyone's blessings.

AD: ye hai rajkumari Karenumati. Isko Ayurveda ka accha gyan hai.

The fire rises once more and another maiden walks out of it and takes everyone's blessings.

AD: ye hai rajkumari Vijaya. Isko bhi Ayurveda ka accha gyan hai.

Drupad: dhanyavad Dev

AD: aur ha Maharaj Drupad aur Maharaj Vasudev, ye mat bhulo ki ye mera bhi putriya hai. Aur ha, ye 6 aur pritvi kumari iss aryavarth ka athi sundar stree hai. Aur mera ye 5 putriyon ko bhi Agni se koi dard nahi hoga.
(Saying this, Agni Dev disappears)
.
.
.
.
As the days passed away, Dwarika and Panchal family became very close and all the siblings had grown a thick bond between them. Kritika and Drishtadyumn had developed likings towards eachother and had feelings for eachother but had not confessed it to eachother.
Krishna and Draupadi spent a lot of time with eachother and had restored their celestial bond but, Draupadi didn't remember anything. Krishna had also told her about Adwika and Draupadi wanted to meet her soon.

As Draupadi had massive interest in warfare, she was sent to maharishi Vasishta for gaining knowledge and skills whereas the other fireborns were getting trained in Panchal itself.

In the gurukul of Maharshi Vasishta, with passing time, Adwika and Draupadi had grown very close and were like soul sisters now who could never be separated.
.
.
.
PROMO:
Gurudakshina of Pandavas
.
.
Hey guys, I hope you all liked the chapter. Do comment and share your views on it!

Don't forget to vote, comment and share ❤❤

Stay home, stay safe and stay happy always 😀😀
.
.
.
.
With Love,
Krishi Rathore ❤❤

MY DESTINED LOVEWhere stories live. Discover now