-21. Pyaar tera pata batade!

677 81 100
                                    

1.Childhood
_______________________

"Oye budiya mera matlab gudiya kaha jarahi ho.." said a little boy around 6 years pulling her hair slightly

Then he sat on the bench side by near her.

"Aahh,(she hissed in slight pain) kya hai eeru tume pata hai me kabse tume dundrahi thi aur tum ho ki pata nai kaha bagh jate ho aise bina bataye...hmm 😏" she said she was nearly about 4½ years old.

"Kya hua kyu dundrahi thi mujhe. Arrey ek awaz laga deti me bagh ke aajata na...''

"Bulaya tha eeru, par tum aye nai tho me tumare papa se bhi pucha unhone kaha ki tum kaam pe gaye ho kisi k ghar" she explained him.

"Teek hai.. (he cought his ears, with sorry eyes) umm wo kya bolte hai mafi ke liye..umm(he thinks)"

"(Chukle) sorry"

"Arrey ha wahi, surry" making her giggle

"Arrey surry nai Sorry... SORRY hota hai" saying this she pulled his hands back.

"Accha teek hai. Arrey par tune bataya nai ki tum mujhe kyu dundrahi thi..?!! Bataou..." he held her tiny hands in his soft yet bigger hands then hers.. she noticed his bruises

"Eeru, ye kya hai..? Ye chot kaise lagi tume..?" Worry in her voice.

"Wo sab chodo. Batou na kya baat hai." He was restless

"Wo kuch din me mera birthday hai na, (he was confused and she noticed his confused expression) arrey matlab janam din. Tho tum aouge na.." she asked.

"Ha na bilkul, aounga zaroor aunga" he assured.

"Lekin eeru...(her face fell) tum kaise aouge..? Mere ghar.. wo bohot door hai na yehan se.."

"Jaise roz ata hu(he chuckled) mere bouji k sath tumare ghar kam karne. Waise hi aounga.."

"Gudduuuuuuuuuuu..." the cute little kids heard someone calling out.

"Haa aayi...ek mint(it was the girl who answered she turned to the boy) eeru.. tum bhi mere saath chalo mere ghar.. please. Ham waha maze karenge me tumare bina nai rehe paungi na..." she had tears.

"Tum ye bol kya rahi ho gudiya.. me tho tumare ghar me tho kaam karta hu.. Mali ka beta hu.. mere baouji tumare ghar kaam karte hai. Tho tum...??" He was not understanding what was she saying.

"Gudduuuu...."

" haa ayi..."

"Chalo gudiya... chalte hai.."

The kids reached home being hand in hand.

The girls mother came there.

M:tho hogaya tumara baat tumare eeru se haan..!!?!!

"Nahi" she nods no. She saw her dad standing there. Soon she ran to him leaving the boy behind.

"Papa... kya hum eeru ko bhi saath le jaye..? Please. Wo mera dost hai na.. please papa..." she pleaded.

He carried her in his arms.

"Aisa nai ho sakta doll, wo yehan hi rahega.. wo hamare saath nai aasakta. Deko tum apne papa ke saath jarahi ho na.. tho wo bhi tho apne baouji ke saath hi rahega na.." he tried to explain.

"Tho use papa ko bhi le jayene na papa.." she came up with the idea.

(He chuckled.)" Tum jaou khelo aur use boldo ki hum kuch din me jarahe hai. Ok.. aur tum chahogi tho hum use milne ayenge.. ok.?!"

Vanisious shotsWhere stories live. Discover now