Chapter 76

4.9K 634 98
                                    

Shehnaaz couldn't gulp down hideous words felt awful pain on her chest looks away to drink back terrific emotions and pretend unaffected. She wanted to be  normal although sidharth clearly demanded to stay away unable to suppress a mere drop of tear harshly grabbed his collar to express her outrageous attitude    when planned to ruin or shatter his love until recognised actual feelings.

Sana:- I always misinterpreted my infatuation towards arjun as love mujhe tha ke apne zid aur junoon ki wajah se doh pyaar karne walo ko judaa kar raha hai isliye maine gusse mein akar tujhe barbaad karne ka socha lekin pata na chala kab pyaar kar baithe, huwa mujhse gunnah, mera pyaar sacha hai jaante hoon shuruwaat jhoot se huwe lekin hamare saath guzaare huwe lamhe nahi. I have always loved you sidharth please mera yakeen karna. Teri aankhaun mein sirf pyaar dekhne ki adat hai, nafrat dekha kar kyun meri rooh ko jala raha hai ?

Ss:- (snorted) Yakeen tujhe pata bhi hai iska matlab kya hota hai, rehne de teri zubaan se aise baatein ache nahi lagte. I don't give a f**k about your pain you have given me beyond imagination. Itna dard haina ke alfaaz khatum hojaate hain bayan karne ke liye kyunke mere andhe yakeen aur pyaar ko jhoot faraib se tod kar tu ne barbaad kardiya hai.

Sana:- (rested forehead against his) sidharth please nahi mujhe aakhri mauka daina kasam se phir kabhi shikayat ka mauka nahi dunge. I love you Jaana ek baar pyaar se JAANA KI JAAN bolde mere toote dil ko apne pyaar ko jeetne ki umeed mil jayegi.

Ss:- (tearful gaze) Please mujhe akela chorde kyun aandhe pyaar ki yaad dilwa kar mere zakham tazah kar rahe hai.

Sana:- (cupped face) Tu abhi mujhse pyaar karta hai dekhna teri aankhain bata rahe hain, you are equally missing our romantic moments 😌

Mere aansuon ki bhi ek apne daastan hai,

Tere liye tere badle ki nishaani hai,

Aur mere liye mere dard ki kahani hai.
(By privatesoul1 ❤️)
Ss:- I hope tujhe mere aansuon ki wajah pata chal gaye ab side ho mujhe fresh hona hai, I can't keep sitting and crying here over our misfortunes !!

Sidharth came out dressed in jeans and t-shirt prefers casual wears during off days although will meet kushal at their club to discuss meetings as well as his sufferings nobody can understand him better than kushal. Naaz stood beside to pass him deodorant, groaning used another one instead of taking her help about to search his watch, she quickly brought infront of his eyes, sidharth is totally frustrated ignoring her opens the drawer with collections of watch.

It made her annoy instantly passed wallet and car keys. He snatched harshly both went downstairs to enjoy breakfast. Jay compliment naaz for delicious breakfast sidharth didn't wanted to eat anything cooked by her went out of mansion apologising family by giving random excuse to escape.

Shehnaaz felt terrible never expected him to become so cold and ignorant he is avoiding everything related to his wife. He use to love food cooked by her it was cute and memorable days whenever shehnaaz fed him out of affection. If she would be busy, sidharth used to stubbornly wait and enjoy meals with her can't believe everything altered within three days.

Sidharth met kushal revealed entire truth leaving him astonish. He can't digest  their beautiful relationship is going through hell. He always doubted shehnaaz somewhere feared and warned sidharth to be careful yet didn't take seriously.   

K:- Yaar maine kaha tha ke tera junoon tujhe barbaad kardiaga ab dekha wahi huwa tune obsession mein akar usko haasil karne ki koshish phir usne zid mai akar tujhe todne ki bhabi eventually fell in love isliye dropped the plan. You're both madly in love jahan pyaar ki daastan hoti hai wahan ladaye aur nafrat bhi jayaz hai kyun ? (winked)

Ss:- (shook head) Jahan mohabbat hoti haina wahan faraib aur jhoot bilkul bhi jayaz nahi. Tu soch apne biwi ke peeche kisi ex kai saath involved hota doesn't matter if it's physically or emotionally, kya woh tolerate kar paati ?

K:- (shook head) Ofcourse not gunnah huwa hai lekin bhai unse arjun ke upar tujhe choose kiya hai.

Ss:- (snorted) Because she fell in love with me soch pyaar na huwa hota phir kya, aaj tera bhai ko hamesha ke liye mara huwa dekhta. Tujhe apne ishq ki daastan sunata hoon ...

Ishq-e-daastan kya bayan karun,

Dard itna hai ke kya bayan karun,

Pyaar ki raah khojte khojte,

Kadam faraib wale raah pe chal pade.
(By privatesoul1 😘)
K:- (patted his shoulder) Bhai teri mohabbat aur nafrat ki koi intehaa nahin hai jaanta hoon bhabi ne dil toda hai lekin please dard mein khud ko khatum mat kar laina mujhe pata hai ke tere rooh bhi shehnaaz ke bina adhuri hai.

Ss:- (sadly smiled) Yaar pyaar karna kitna asaan hai lekin nafrat hadh se zayada  mushkil, look I don't wanna love her phir bhi takleef daite huwe na bohut dard hota hai itna ke mera dil tadapta hai aur rooh kaampti hai shayed tere bhai nai junoon ki saari hadhain paar karde hain. I wanna punish her but my heart cries to see her pleading forgiveness lekin yaar jhoot aur faraib ko chah kar bhi main maaf nahi karsakta. I can't even think about it mujhe khud se nafart horahe hai ke Itne beshumaar mohabbat karne ki zaroorat kya thi, jab hamesha se kisi aur ko chahte thi. I am angry on myself to love her like crazy jaante huwe bhi mera pyaar ek tarfa hai. She wanted to teach me a lesson but mera junoon dekh kar nachahte huwe bhi pyaar hogaya matlab saath guzaare huwe pal bhi jhoot hai uske waade aur naaye shuruwaat ke kasamein bhi jhoot hain. Woh kehte haina  ke pyaar hogaya tha phir sach kyun nahi bataya ?

K:- (nodded) Kya pata woh darr gaye isliye apne sach ko hamesha ke liye dafan kardiya ?

Ss:- (snorted) Darr like seriously, mujhe uske bataun par andha yakeen tha she wanted to hide her shameless plans isliye mujhe andhere main rakha atleast I have done everything infront of her eyes not behind someone's back. Tu usko chah kar bhi defend nahi karsakta, chal project discuss karte hain, I don't want to take about her or disastrous life.

.

.

.

.

.

Done ❤️🤗 Keep loving and supporting my work :)

Do follow

Do comment

Do vote

JUNOON (COMPLETED)Where stories live. Discover now