BIN TERE 🎸

1.3K 179 32
                                    

Karishma gets ready for the party and the makeover given by Santu. Soon the party begins in full swing and guests started to arrive but no whereabouts of Haseena. All were busy attending to the guests.

Lost lonely, coz you're the only
One that knows me and I can't be without you
Lost lonely, coz you're the only
One that knows me and I can't be without you

Hai kya yeh jo tere mere darmiyan hai
Andekhi ansuni koyi dastaan hai
Hai kya yeh jo tere mere darmiyan hai
Andekhi ansuni koyi dastaan hai

Lagne lagi ab zindagi khaali hai meri
Lagne lagi har saans bhi khaali

Bin tere, bin tere, bin tere
Koyi khalish hai hawaon mein bin tere
Bin tere, bin tere, bin tere
Koyi khalish hai hawaon mein bin tere

While Karishma was sitting alone in the bar worrying about Haseena.

KS: hasu please come back. Kyu hume itna satati ho. Agar tumhe kuch hogaya iss sab mein toh.... Nai! Just come back. Jante hai kuch janti ho tum iss k baare mein. I know that I'm tensed about you but still are you hurting me.

Karishma drinks more, missing Haseena. She couldn't stop thinking about her, her presence. She was surround by her family and friends but still wanted Haseena.

Ajnabi se huye hain kyun pal saare
Ke nazar se nazar yeh milaate hi nahi
Ik ghani tanhayi chha rahi hai
Manzilein raaston mein hi gum hone lagi

Ho gayi ansuni har dua ab meri
Reh gayi ankahi bin tere

Bin tere, bin tere, bin tere
Koyi khalish hai hawaon mein bin tere
Bin tere, bin tere, bin tere
Koyi khalish hai hawaon mein bin tere

Noor Jahan and Pushpa ji was noticing Karishma's condition from a distance.

PS: sab k beech mein bhi rehkar haseena ko miss kar rahi hai.

NJ: pareshaan kardiya hai Karishma ko. Pata nahi Kahan hai ye ladki. Sach kahe toh Karishma ko aise dekhar hume Haseena se zyada Karishma ki fikar ho rahi hai.

PS: aur hume haseena ki. Aise kya hua aur phir ye murder case, Karishma par attack aur ab Haseena ka aise gayab hona. Par iss sab ek baat achi Hui dono ek dusri dhal bankar khade hai. Haseena ne Karishma k upar ek aanch bhi aane di. I'm so proud of her.

NJ: hum iss baat se bahut khush pushpa but the way Haseena is doing it is wrong. Karishma is suffering from all this. Dekho na wo khud ki marzi se gayi hai magar Karishma ki condition kaisi hogayi hai.

Raah mein roshni ne hai kyun hath chhoda
Iss taraf shaam ne kyun hai apna muh moda
Yun ke har subah, ik bereham si raat ban gayi

Hai kya yeh jo tere mere darmiyaan hai
Andekhi ansuni koyi dastaan hai
Lagne lagi ab zindagi khaali khaali
Lagne lagi har saans bhi khaali

JOURNEY TOWARDS YOU Where stories live. Discover now