AS IT WAS

1.2K 191 33
                                    

Haseena went back to her room while Karishma joined everyone at the dining table. All were scared of biji's wrath after seeing Haseena being so open minded and so Westernised.

KS: dadu ye parathe toh thande hogaye... Hum... Hum dusre late hai.

Biji: pushpa!!! Ye kaisi ladki chuni tu ne meri puttar k liye...

Pushpa ji was not scared nor affected as it has been years that she is listening to biji's scoldings. She answers her confidentially.

PS: apni pasand se shaadi ki dono ne.

KS: dadu jaisa aap souch rahi hai waisa kuch nahi hai. Hasu bahut achi hai, aap ek baar baat kar...

Biji interrupts
Haan ki na baat... Bahut tameez se baat mujhse. Jahil ek dum.

KS: dadu please ek baar aaram se baat kariye hasu. Dekhna aap unki fan ban jayegi.

Biji: maine iss insaan k saath hi nai karni jo angrezi bolta hai.

KS: theek hai hum hasu ko bol denge aap se Hindi mein baat kare.

Biji: usko aati hai humari maatra bhasha?

KS: kya dadu aap bhi...

NJ: biji aap Haseena ko chhodiye aur nashta kariye.

Biji: vo meri baachi ko karna chahiye. Puttar ko abhi k abhi chhode uss angrez ki aulad. Main nahi chhod sakti tujhe uske pas, tu abhi chal mere saath. Khatam karde ye rishta. Kounsi videshi jungle se layi hai usko.

Karishma became silent and really sad hearing this. She could break down any moment but held herself together in front of biji.

PS: biji bas kariye. Karishma bahut pyaar karti hai haseena se.

SM: biji meri di bahut achi hai.

CS: haan dadu... Bro se baat kariye.

Biji: vahi toh dekha maine... Bahut hi dhamakedar entry li teri bro ne. Karishma tu ne kahan se dhunda isko. Jee chahta hai abhi usko goli mardu.

PS: Karishma beta ignore her words and go to Haseena. I will manage this storm.

Biji: kya boli angrezi mein?

PS: jaise aap ko nahi pata.

CS: kuch nahi dadu.... Aap parathe par focus karo.

Biji: swaad hi nahi hai. Main batati ho kise banate hai. Chula kahan hai?

NJ: aaiye hum dekhte hai.

Karishma went in the room with a sad face, talking to the manager of her office.

KS: yes cancel all my meetings till my next notice and handle everything in the office. I will not be coming.

Haseena comes out of the wardrobe wearing loose shorts with a funky tshirt with a saying" Tera baap". She noticed Karishma sitting on the edge on bed with really sad face. A lone tear escapes from left eyes but before falls Haseena catches in her palm, squating in front of her.

HM: these pearls are very precious me. Please don't waste it. Kya hua baby?!

KS: dadu said she will take me away from you.

HM: and you taking her seriously?

KS: she is my dadu... I know, she does what she says.

HM: and what do think... Hum tumhe jaane denge. Jab hum ne bol diya hum apni magnet se kabhi dur nahi honge then why are you taking so much stress. Nahi lekar Jane denge.

KS: wo lekar chali gayi toh?

HM: hum saath samandar par tumare peeche peeche aayenge. Jahan humari magnet wahan uski idiot.

JOURNEY TOWARDS YOU Where stories live. Discover now