Chap 8

778 85 6
                                    

________________

Patjhad ka mosam aagay

Sab kuch jhaad gaya

Sirf teri yaad na

Dhali

Meri baat se

Meri ankh se

( Poetry credit goes to me)

" Wah wah Karishma Singh. Kya baat hai. Hum toh apke andar jazbaat baid karna chahte thy.

Yeh shayari kaha se aa gayi, apko. Haan?"

" Jab se ik haseena humari zindagi main aa gayi thi. Tab se hume bhi shayari aa gayi"

" Acha aur kon hai woh khush naseeb haseena. Jis ney ek pathar ko shayari sikha di, huh? Hume bhi bataye us haseen ka naam"

" Naam toh yaad nahi. Lakin"

" Lakin kya, Karishma Singh?"

" Hmm aisa hai ke.
Jaise hum apko talash rahy hai. Waise  he apko us haseena na naam dhunda hoga.

Is ney is pathar ko shayara bana diya"

" Hmm yeh toh bohat mushkil case hai. Par koi nahi hum bhi SHO Haseena Malik hai. Aur hum us haseena ko dhund he le gay jis ney humari Kadak SI ko Shayara bana diya.

Lakin us se phele ap hume yeh bataye.Ap hume kyun dhunde rahi hai?

Hum toh yehi hai apke pass, toh phir ap hume kyun talash rahi hai?

Hum koi mujrim hai?"

" Ji bilkul ap mujrim hai. Is liya toh hum apko peechale ek mahine se dhunde rahy hai"

" Haw! Kya? Par humara jurm kya hai?"

" Jurm toh apka bohat bada hai. Aur uski saza bhi apko mile gayi. Bus ek bar ap humare hath jaa jaye.

Phir hum apko Karishma Singh ka bhokal dikhaye ga"

" Hahah! Sach main"

" Ji sach main"

" Lakin ap hume nahi padkar paye gayi"

" Kyun?"

" Kyun ke Haseena Malika ek  hawa hai. Is liya ap hume padkar nahi paye gayi"

" Woh toh hai. Ap hawa hai aur hum ek panchee hai.

Aur panchee aur hawa ka sath he ude hai. Is liya ja ap chale gayi. Humare paar wahi ki uddan bhare lagye"

" Kya baat hai, bohat ghiri baatein karne lagyi hai, Karishma Singh"

" Bus kya kare ik haseena ka jadu chal gaya hum par"

Phir Na Mile Gay Hum🍁Chapter 1 🍁✅🍁Where stories live. Discover now