Chap 17

610 81 19
                                    

🍁_____________🍁

Teri yaadon ke sath

Acha chalo, ik aur raat beet gayi

Tujh jaise haseen toh na thi

Magar, chalo beet toh gayi

Chalo phir ab hum bhi chahte hai

Chalo acha ab hum bhi chahte hai

Subha ki bheed main

Tujhe dhoondte hua

Thodi dhul ko

Palako par malte hai

Holding and petting the drawn drips from the HM photo as
the sun rose, wearing a
melancholic grin on a pale
face, and giving her one more
piece of her heart.

KS flew away from the prison of HM recollections and reached there were she lost her everything.

If boundaries of MPT at night gives some peace to KS restless wounded heart. Then this place where she lost her peace, under its sky she comes in daylight to aggravate her wounds.

" Suno sab humari baat ko ache se. Yahi woh jagah haina? Jaha kisi topa insaan ney madam sir ko dard diya, unko maare ka koshish kiya aur humse madam sir ko dur kar diya.

Toh suno ao topa adami. Humari madam sir zinda hai. Woh zinda hai, humari yakeen, humara bharosa, humari umeed, humara intezar aur humari dosti jeet gayi gai.

SI Karishma Singh ki dost SHO Haseena Malik laut ayi hai.

Haan mana ke unko kuch yaad nahi raha. Par humko toh sab yaad haina.

Sab yaad hai ke kaise kisi ney unko mare ka shazish kiya tha.

Par woh Haseena Malik thi, hai aur rahi gayi. Maut bhi un se darti hai aur na he humari dost ki jaan itni hasani se jaa sakte hai.

Kyun ke woh Karishma Singh ki dost hai aur unho ney yahi ishi jaha kade ho kare humse wada kiya tha.

Ke Karishma Singh hum zaroor wapis aye gay aur humko sab sach bataye gayi.

Toh dekho, woh laut ayi hai humare pass. Aur ab jab humari talash aur intezar khatam hoga hai.

Kyun ke aaj se phele hum yaha har subha us pal ko, joh dard main he sahi humne apni dost ke sath jeeye thy.

Hum roj subha unko mehsoos karne chale aate thy.

Lakin ab aisa nahi hoga. Hum yaha ab nahi aye ga.

Kyun ke woh laut ayi hai, koi mane na yah na mane humko pata hai ke woh Urmila Mahdev Mathre nahi humari dost SHO Haseena Malik hai.

Aur jinko humari baat par yakeen nahi aa raha nah. Toh dekhna do din baad jab hum Pushpa ji, Santosh, Cheehat aur Billu ko aur sab se phele madam sir joh Urmila ban kar pershan karna chahti haina.

Phir Na Mile Gay Hum🍁Chapter 1 🍁✅🍁Where stories live. Discover now